Salary dekte hi khayaal
A serious thought
umar ki raah mein jazbaat badal jaate hai
Waqt ki aandhi mein halaat badal jaate hai
Sochta hoon kaam kar kar ke record tod du
Lekin kambakht salary dekte hi khayaal badal jaate hai
by Numan Malik (few years ago!) / 806 views
Similar Jokes
Kisi Danishwar Ne Sach Kaha Hy K,
Zindagi Do Din Ki Hy…!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Saturday and Sunday
Baqi Din To Banda Zaleel Hota Hy.
by @irha@ (few years ago!)
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SANTA Ur Son Is Dead
After Hearng dis
Santa Jumps Frm50th Flor
35Flr He Realizs:I Dont Hav Son
20Flr:I m Not Marrid
&
3rdFlr:SHIT I m Banta
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aao Race Lagaty Hain
Jo Haara Wo Ek Hazar Rupe Dega
Sardar:
Lekin Mujhe Rasta Nahi Maloom
Pathan: Bus Tum Meray Peechay Peechay Rehna
Sardar: Thanks Yar
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan: Doctor Sahab Plastic Surgery karwanay main kitna kharcha aayega?
Doctor: 5 laakh..
Pathan: Agar Plastic Hum day to??
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi Man to Funny Punjabi: Suna hai ke tumari biwi tumari puja karti hai.
Funny Punjabi: Hanji, vo jo bhi khana mere aage rakhti hai, vo jala ke hi rakhti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
EK Advocate ke bete ko uski Maa ne thappad maara...
Beta baap ke paas gaya aur kaha:
"Mummy ne mujhe bina wajah thappad maara.."
Baap ne usse ek aur thappad maara aur kaha:
"Advocate ke bete ho kar tuje itna bhi nahin pata ki Supreme Court k khilaaf appeal High Court mein nahi hoti.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Jab mein gana gaati hu to aap bahar kyu chale jate ho?
Husband : Taki Mohalle wale ye na samjhe ki mein tumhara gala daba raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Hypnotise karna kia hota he!?
Wife: Kisi ko Apne Control me kar k Apni Marzi k kaam Karwaana.
Husband: Chal jhooTi,Usay to Shaadi kehtay hain.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
DuNiya Mai 1 Waqt Aesa aye Ga Jab Sari Zameen par
Sirf PakistaNiyon ki HakuMat HoGi
Q K Baqi loG Traqqi Kar kE Chand Par Ja Chuke Hon Ge.
by Mazhar Khan (few years ago!)