SuGaR Check Kya Karo
1 Aadmi Rozana
CHeeNi Ka Dabba Kholta Or Band Kar Ke Rakh Deta.
Why.?
Q
.
Ke Doctor Ne
Kaha Tha Ke
Rozana Apni
SuGaR Check
Kya Karo...!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
Jab Bhi Koi Bachha Paida Hota Hai To Sare Khandaan Wale Use Dekhne Aate Hai.
Bachhe Ka Baap Bete Ko God Mein Utha Ke Bolta Hai
“Mere Bete Ka Chehra To Mera Pe Gaya Hai”
Maan Pyar Se Dekh Kar Bolti Hai
“Iss Ki Aankhein Mere Pe Gayi Hai”
Bachhe Ke Mama Dekh Ke Bolta Hai
“Is Ke Haath Paon To Bilkul Mere Par Gaye Hai”
Chacha Bhi Dekhta Hai Aur Bolta Hai
“Arey Iski Muskurahat To Bilkul Mere Jaisi Hai”
Phir Jab Wohi Bachha Bada Ho Kar Ladkiyaan Chedta Hai To Sare Khandan Wale Kehte Hai
“Pata Nahi Ye Kameena Kispe Gaya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Kaliya & Peeliya ek car me bomb laga rahe the .
Peeliya - agar bomb lagate samay phat gaya to kya hoga .
Kaliya - do'nt worry ! Mere paas ek aur bomb hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
life me kabhi serious na hona
tention na lena
always find time 2 laugh
varna log kahenge ghor kalyug aya he aj kal CARTOON b nahi haste
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by Pak101.com (few years ago!)
teacher ne bachhe ki copy par note likha kripya bachhe ko nahalakar bheja kare.
bachhe ki mom ne note padne ke bad likha kar bheja bachhe ko padaya kare sungha na kare
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife : had ur lunch.?
Husband : had ur lunch.?
Wife : i m asking you
Husband : i m asking you
Wife : u copying me.?
Husband : u copying me?
Wife : lets go shopping
Husband :Yes i had my lunch
by pinkey (few years ago!)
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko
by ubaid ur rehman (few years ago!)
Santa: yaar I m Notice a very Impotant thing
Banta:- Wht is dis?
Santa: Jab railways Fatak Bhand hota hai
Tab
Tab
Tain Jarur aati ha
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Tum Toh Chahte Ho K Main Mar Jaon
Aur Meri Tamam Cheezai?
Tumhari Ho Jaye?
Hasband : Lehhh, Eddddi Tu Benazeer?.
by Pak101.com (few years ago!)