Papa apki shaadi ho gayi?
Beta: Papa apki shaadi ho gayi?
Papa: Haan.
Beta: Kis se hui?
Papa: Bewkuf teri mummy se..
Beta: Wah papa ghar me hi setting kar li.
by Pak101.com (few years ago!) / 978 views
Similar Jokes
Ek student roz roz Maths k
teacher ko phone lagata..
.
.
.
Teacher's wife:-kitni baar
bataya...
k woh mar chuke hai.
.
.
.
Fir baar baar phone kyu
karte ho....??
.
.
.
.
. .
.
Student :- sun ke accha
lagta
hai..:p :D
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Me Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Me Se Nahi, Jo Musibat Ke Waqt Dost Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga
by Pak101.com (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Molvi ne Pathan se puchha
Gusal k kitne Farz haiñ?
Pathan. 3
Molvi.. kon kon se?
?
Pathan.
1.sabon
2.shampoo
aur
3.tolya>;-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Zindagi ki shurowaat "S" Se hoti hai.
Sooraj
subah
school
sabaq
service
us k baad shaadi
aur pher
satya naaas.
by Sabir shah (few years ago!)
Kisi unknown number se Pathan ko sms mila:
"Agar tum zaheen ho to Rs.200 ka balance bhejo, aur agar hoshiyar ho to Rs.300 ka balance bhejo."
Pathan ne us number par Rs.500 ka balance bheja aur likha:
"Hum zaheen bhi hai aur hoshiyar bhi,ainda hum ko challenge na karna!"
by HAQ (few years ago!)
FAQIR: ALLAH k Nam pr kuch day do?
Ghar se larki boli: kuch nahi ha maf karo,
FAQIR: Apna numbr hi day do, Baba Dua b kary ga or msg b.!:-D;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jija: sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai?
Sali: jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!
by Pak101.com (few years ago!)
Dairy Milk Our Gulab Jamun Ka Muqabla Huva..
Dono Main Say Ziyada Sweet Kon Ha?
Case Court Main Gaya .
Dono Hi Haar Gaye..
Bahir Aa K Poochnay Lagay Yaar,
Ye ABC :* Kon Ha?
Jo Hmsay Bhi Ziyada Sweet Ha… :):)
Hmmmmm…
Yaar Pani Phenk Koi Jal Raha Ha!
.(‘.’).
<)’(>
_/ \_
by Mazhar Khan (few years ago!)
Osama Bin Ladan And Kajol Ki Mulakat Hoi
Osama: Hows Life?
Kajol: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Kajol: And Urs?
Osama: Kabhi Goli Kabhi Bum
by Pak101.com (few years ago!)