pathan bewakoof

Court Me faisla howa
90%Pathan bewakoof hote hain
Is pr Pathano ne kafi shor Machaya

Phir faisla howa
10%Pathan bewakoof nhi hote
Tb ja kr Mamla thanda howa.

by Abdul Hannan (few years ago!) / 908 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Molvi Shahab Ka Tota

1 Molvi Sahab Ka Tota (Parrot)
Daily 1 Shakhs Ko Ye Kehta Tha K : “O Beghairat”

Us Shakhs Ne Molvi Se Shikayat Ki Molvi Ne Totey Ko Danta

Agley Din Jab Wo Shaks
Qarib Se Guzra To Tota Kuch Na Bola Thora Aagey Ja K Us Ne Peeche Mur K Dekha
To Tota Hanste Huwe Bola:
“Samaj To Tu Gaya Hoga”…

by Pak101.com (few years ago!)
Us k Baazoo Thay

Us k Baazoo Thay,
Mere Kandhon Par,Or Wo Be-Naqaab Thii...,

Haaaayyyyyeee

Kya Guzri Raat, yaro.
Ghazab Ka Khuwab Thaa...

by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa (Ladki ko chedte hue):

Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…??

Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai.

Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!!

by Pak101.com (few years ago!)
Beta: maa, aaj subhah

Beta: maa, aaj subhah jab mein papa ke sath bus mein aa raha tha to unhone ek aurat ke liye mujhse apni seat chodne ko kaha.

Maa: Beta, ye to achi baat hai bado ka samman karna chahiye

Beta: magar maa, mein to papa ki god mein baitha hua tha.

by Pak101.com (few years ago!)
What do you like in me?

Girl : " What do you like in me? "

Boy : " those 2 big white balls having black dots in it.."

Girl : " what??? "

Boy : " yes, your eyes.."

by Mazhar Khan (few years ago!)
Sharab body ko khatam karti hai

Sharab body ko khatam karti hai,
Sharab samaj ko khatam karti hai,
Aao aaj iss sharab ko khatam karte hai,
Ek bottal tum khatam karo ek hum khatam karte hai.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Tum apni mummy ko mum kahte ho

teacher: tum apni mummy ko mum kahte ho,to apni mumy ki badi bahan or chhoti bahan ko kya kahte ho?
boy: MAXIMUM & MINIMUM

by Pak101.com (few years ago!)
chinese lady pakistani lady se:

chinese lady pakistani lady se:
"Mere Husband ka Chalte Chalte intiqal Ho Gaya.
Pakistani Lady:

..."Bus Behan , China ki Cheezon ka Yehi Masla Hai...

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Xerox Karne K Bad

Santa Xerox Karne K Bad
Kya Kar Raha Hai
Kya Kar Raha Hai..

Simple Check Kar Raha Hai Ki Kahi Koi Speling Mistake To Nahi Hogaya Hai

by Pak101.com (few years ago!)
jo rat ko khana nai khaey ga usay 5Rs milay gy

jo rat ko khana nai khaey ga usay 5Rs milay gy
Bachay 5Rs le kr so gaey
subha Sheikh says:
Jo bacha 5 Rs de ga usay nashata milay ga..

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

SARDAR building se gir gea

Pakistani: Mera beta

Auto Me Takli

Pandit ji ke pas ek bolne wa..

1bhikari ki lotry lagi

Bahen ki vidayi me uska chho..

Dost ke bewafai

Hazraat ...aik zaroori ellan..

Ramu-Inn aalu k parantho mein

Bhakt Ka Guzaris

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook