Bandr pareshan kiun hai

1 bander ne apni maan se pocha k maan hum itne bad sorat kiun hote hain,

maan :beta Allah ka shukar adda kar is ko to dekh jo message parh raha hai.

by Sabir shah (few years ago!) / 1091 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Santa Ko Koi Mobile Pe

Santa Ko Koi Mobile Pe Tang Karta Tha,

Santa Ne New Sim Khareed Kar Use Sms Kiya,

Maine Wo Sim Band Kar Diya Hai Ab Tera Baap Bhi Tang Nahi Kar Sakta.

by Pak101.com (few years ago!)
Faida

Mareez:docter sahab rozana 50 ki dawai le jata hon koi faida nai hota
Docter:aj 40 ki le jao 10 ka faida ho jae ga

by Sabir shah (few years ago!)
Kamal Ka Station

Santa Apne Dost Banta Se Ek Sawaal Poochta Hai.

Santa: “Aisa Koun Sa Station Hai Jahaan Koi Bhi Train Nahi Rukti?”

Banta: “Nahi Yaar Aisa To Koi Bhi Station Nahi Hai Jahaan Koi Train Na Ruke”

Santa: “Acha Toh Tu Haar Gaya Na”

Banta: “Haan Yaar Phir Bhi Tu Bata”

Santa: “Abe Gadhe Radio Staion Hai Na Jahaan Koi Train Nahi Rukti“

by Pak101.com (few years ago!)
A young boy Died

A young boy Died, his mother Cried abi mere BACHE ne dikha hi kiy tha ,

Paros ke larki kaan me boli,

Don’t Worry Aunty!! Me ne sab kuch Dikha Diya Tha

by hearthackervsgirls (few years ago!)
One Miss Call

Pathan:
Miss Apne Kal Mujhe Call Q Ki Thui
Kya Kaam Tha Mujh Se??

Teacher: Main Ne To Koi Call Nhn Ki

Pathan: To Phir Mere Mobile Pe
Kyun Likha Tha 1 Miss Call!!

by Pak101.com (few years ago!)
Tell The Name Of Any Microsoft Product

Teacher:
Tell the name of Any Microsoft Product?
Sam:
MS Excel
John:
MS Word
Matt:
MS PowerPoint
Sardar After Thinking a lot:
.
.
.
.
.
“MS Dhoni”.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
FARAZ In Bakra Mandi

FARAZ in Bakra Mandi:

Bakra Talaash Kar Kar K Thak Gaye Hain Faraz…

.
.
.

Phir Kisi se Maloom Hua Ye to Gaaye Mandi hai. :-)

by Mazhar Khan (few years ago!)
BLONDOG

Why does a blond dog have lumps on his head?

From chasing parked cars!

by khalid hussain (few years ago!)
Girl friend pe shairy

Girl friend:janu mujh par shairy banau
sardar:in kali kali zulfun se karti ho andera

ho jao ganji aur kar do saweera

by Sabir shah (few years ago!)
Masjid se churai huwi chapal

Technology kitni bi bari hojae





masjid se churai huwi chapal google ka baap bi nai dhondh sakta.

by Sabir shah (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Jo Ander Aane K Liye

Gangster’s son failed his ex..

SARDAR AAJ MAINE PAANI KO UL..

Itne dino se tum apne premi ..

Ek Student Dusre Se:

A Girl Was sitting on a park

Mene To Majak Mein Bola Tha

Interesting Joke

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook