Jab professor tumhe Class se
Fact of Classroom
Jab professor tumhe Class se baher nikal de TO SAMAJH LO K TARAQQI KAR RAHE HO
....
.
He might b afraid dat u know more than him
B +ve.;-)
by Pak101.com (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
1st Behra:
Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho?
2nd Behra:
NaHi,
ME To Mumbai JaRaha Hu
1st Behra:
Accha,
ME Samjha Tum Mumbai JaRahe HO.!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yamraj (Gusse me) Yamdut se: Mene Tuje Kaha Tha Ki "Ja.. Pan lekar aa."
.
.
Aur tu Gadha,
.
.
.
.
"Japan" lekar Aa Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Main teri Maa Hoti
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
TEACHER: What's the longest word in the English
language ?
Pupil: Smiles - because there is a mile between the
first and last letters
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Big 3
waseem akram ki bivi (aus)
imran khan ki bivi (eng) aur shoaib mali ki bivi (india)
;->
log waise kehte hain pak big 3 k mukhalif hai big 3 to humara susral hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pappu Ki Girl-Friend Ne Usko Dikhane Ke Liye Date Pe Short
Kapde Pahne Aur Puchha.
Ladki: “Main Young Lag Rahi Hun Na?”
Pappu Muskurate Hue: “Arey Pagli Ye Bhi Utar De, Bilkul New Born Baby Lagegi“
by Pak101.com (few years ago!)
Ak Pathan Ke Sar Pe Chot Lag Gai,
Nurse: Is Mein 7 Tanke Lagen Gy,
Pathan: Kitna Paisa lo Gi…?
Nurse: 2000 Rup
Pathan: Baji Sirf Tanka Lagwana Hy Karhai Ni Karwana….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:last semester you were roaming with that girl and thais semester you are roaming with other. What you think of yourself?
Studend:syllabus changed mam.
by Sabir shah (few years ago!)
Kia ap ne kbi VCR Ki reel ko 100 Ke Nye Not Se saf kia hy?
tv k chanel gol buton se ghuma K Change Kia?
cassete Ki reel Ko Pencil se ghuma Kar reverse Kia?
gol phone set use Kia?
Hawa Hawa, Gana suna hy?
10Rs rent Pe geet Mala dekha hy?
6 ki pepsi,1ka pan,4ane ki chalia athani ka nan khaya hy?
8pm pe guest house drama dekha?
Kisi Ki Shadi me Suzuki Bhar K Gye hain?
Agar in sab Ka jwab YES hy To Manlen K Aap Budhy ho Gaye Hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
GOLU Radio Theek Karwane Gya
Dukandar:Radio To Theek Hai
Bas Mousam Kharab Hone Ki Waja Se Chal Nai Raha
GOLU:Theek Hai, Te Mousam Nawa Dal do
by Pak101.com (few years ago!)