Jab Ghee Seedhi ungli se
Jab Ghee Seedhi ungli se na niklay to.
..
..
..
..
..
..
Chamcha Istemaal karo.
Har cheez main ungli karna achi baat nahi hai. ;-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1057 views
Similar Jokes
Patient to
Doctor : Apne
nurse bauhat
aachhi rakhi hai,
uska hath lagte
he main theek ho geya..!!
Doctor : Janta
hoon, thhapad ki
awaaz mujhe bhi
sunai di thi..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Chor Pathan Ka Mobile Lekar Bhag Gaya
Pathan Hasne Laga.
Dost: Woh Tumhara Mobile Lekar Bhaga Aur Tum Has Rahe Ho.
Pathan: Bhagne Do Charger To Mere Pass Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Sardar Kahin Ja Raha
ThaUsne Ek Deewar Par
Parha:“Parne Wala Gadha”
Sardar Ko Bohat Ghussa Aya
Mita Kar Likh Dya:
Likhne Wala Gadha
by Pak101.com (few years ago!)
Shair, Shairni ko Kiss Karne Laga...
Sherni Ne Rok Diya,
Aur
Idhar Udhar Dekhne Lagi.
Shair: Kya Hua Darling...?
Sherni: Dekh Rahi Hon,
Aas Paas DISCOVERY Waly To Nahi Hain. :-)
by Hina Ali (few years ago!)
Boy: agr ma mar gya to tum dusri shadi kar lo gi?
Girl: Nhi ma apni bhen k pass reh lu gi.
Girl: Agr ma mar gai to?
Boy: Ma b Tumhari Bhen k sath reh lu ga ..
by haleema sadia (few years ago!)
Master:tumne homework nahi kiya,batao kya saza du?
Child:wo ladki jo last seat pe bathi hai,uske sath bathroom me band kar do.
by Pak101.com (few years ago!)
Rat ko 12 baje ladki ne Byfnd ko call kiya kaha mere ghar pe
koi nhi he
ladka uski ghar pe gya
sach me koi nhi tha
Taala laga hua tha.:-P ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa clerk se MANAGER ban gya.
Ghar jaakr usne ye bat new style se patni ko btayi.
.
Patni behosh....!!!!
.
socho wo kya bola?
"Tu aaj Raat se MANAGER ke sath soyegi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea .
Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea .
Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha . Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge .
Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga .
America : Tum jal jaega.
Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher : Tum kahan paida huway?
Pathan : Khyber PakhtoonKhuwaa me.
Teacher : Is k spelling batao?
Pathan : Zara thehro! Hum ko lagta hai k hum
.
.
.
.
DADU me paida huwa tha....:-0
by @irha@ (few years ago!)