Mosquito and a Fly
Santa: What is another Difference between a Mosquito and a Fly?
Banta: A Fly can fly but a Mosquito cannot mosquito. :P
by Pak101.com (few years ago!) / 819 views
Similar Jokes
Santa:
Batao Aisa Kya Karen K Saanp Bhi Mar Jaye
Or Laathi Bhi Na Tootey?
,
,
,
,
Pathan:
Jootay Se Mar Do
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Marwadi Ladka Sindhi Ladki Se Pyaar Karta Tha. Ek Din
Sindhi Ladki Ne Usse Kaha.
Sindhi Ladki: “Jab Papa So Jayenge To Main Gali Mein Sikka Fenkungi, Awaz Sunkar Tum Jaldi Se Andar Aa Jana”
Lekin Ladka Sikka Fenkne Ke Ek Ghante Baad Aaya
Sindhi Ladki Boli: “Tumne Itni Der Kyu Laga Di?”
Marwadi Ladka: “Wo Main Sikka Dhoond Raha Tha”
Sindhi Ladki: “Pagal Wo To Dhaaga Bandh Ke Fenka Tha, Wapis Kheench Liya“
by Pak101.com (few years ago!)
Meri Prem kahani ka ajeeb ending tha
Wah Wah
Meri Prem kahani ka ajeeb ending tha
Izhar-e-Mohabat Sms se kiya tha,
Jo un ki Shaadi tak bhi Pending tha….!
Wah Wah
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pahli ladki:- maine faisla kiya hai jab tak main 25 saal ki nahin ho jaati main shaadi nahin karungi.
Doosri ladki:-aur maine faisla kiya hai jab tak main shaadi nahin kar leti 25 ki nahin houngi.
by Pak101.com (few years ago!)
?1 aadmi chaabi se apna kaan khuja raha tha...
Ek Sardar use gor dekh raha tha
kuch der baad bola-
bhai sab agar aap start nahi ho rahe ho to dhakka Lagadu
by Pak101.com (few years ago!)
'Student to teacher miss, what is NANGA PERBET
Teacher that mountain which is w....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur
sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Bhai Sahb Saddar Bazar konsi Bus jayegi?
Admi: 23 number
.
1 ghanta baad wo admi wapis aya tu dekha Pathan udhar hi khara tha
Admi: Khan Sahb tum gaye nahi??
.
Pathan: Bas yar 20 Bus guzar gayi hai, sirf 2 owr bhi guzar jaye tu 23wien ajayegi, phir jawonga
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Nepali : Saab ye shaam singh ka mobile kaha milega
Salesman : Pata nahi
Nepali : Saab ji TV me ad to isi dukan ka hai.
Salesman : Abey ye sham singh nahi, SAMSUNG
hai!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kash Pyar ka Insurance Hojata
Pyar Karne se Pehle Premium Bharwaya Jata
Pyar Main Wafa Milito Thik
Warna Bewafa ope Jo Kharcha Hota Uska Claim To
Miljta!
by Tanveer Hussain (few years ago!)