Pyar se Rita kehty hain
Daaku: Tera Nam? Lady: Rita
Daaku: Rita Meri Bahan Ka Nam He, Ja Tuje Maf Kiya.
Or Tera?
Santa: Santa! Par Log Pyar Se Muje Rita Kehte Hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 929 views
Similar Jokes
1Pthan k ghr Gas ka bill 50,000 aya
1Pthan k ghr Gas ka bill 50,000 aya
Wo sui gas ofice gya Or oficer se bola:
Tm log muje ye btao begherto ?
Kya dozkh ka pipe mere ghr se ja rha h:
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Station jane ke kitne loge?
Ricksha wala: 50
Santa: 20 le lo.
Ricksha wala: 20 mein kon le ke jayega.
Santa: Tum peche betho hum le ke jayega..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nice Comments
For ” LOVE ”
Mohabat Aankh
Se Nahi DiL Se Dekhti Hai (Shakspear)
Jo Bar Bar
Mohabat Krte Hain
Wo Mohabat Krna Nahi Janty
(Ghalib)
Mohabat Wo Kheel Hai Jis Main Aqal Haar Jati Hai
(Hitler)
DiL Ki Hazar
Aankhen Hoti Hain
Magar Wo Mehboob
K Aib Ko Nahi Dekh Sakti
(BULLEY SHAH)
Muhabat mat karna kyun k main bhi muhabat ki wajah se badnaam howi hun
(MUNNI).
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap ne poocha : Beta Tumhe kaisi biwi chahiye? Beta : Chand Jaisi.
Baap : Itni Khubsurat? Beta : Nahi papa, aisi jo raat ko aaye aur subah hote hi chali jaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Shadi k baad shuru may
jb main khana paka k laati thi
ap zyada mujhe khilate
or khud kam khate pr ab aesa q nahi?
?
?
Husband: Q k ab tumhe
khana pakana aagaya hai :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Agar dharti pe pani na hota to kya hona tha.
Bania ka beta: Hum to kangaal ho jate. Mera bapu milk me kya milata?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati Patni Ki GOD mein leta hua tha.
Patni: Kaisa lag raha hai ji?
Pati: Aise jaise Bhagwan shesh naag ki GodPati mein lete hon.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Memon Hajj Per Gaya
Or Zor Zor Se DUA Mangne Laga
Ya Allah
Mere Saray Gunah Maaf Karday
Warna Mera
2 Lac Wapas Kar De
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Munder main buri neeyat wale gaeb ho jate they.Amitab gya wog gayab, Hirithik gya woh gayab,Akshey gya woh gayab, Ashwarya gai Bhagwan gayab
Read more: http://www.funenclave.com/sms-messages/hindi/index.html#ixzz1JC2jcaAZ
by Pak101.com (few years ago!)