Police man
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 942 views
Similar Jokes
Santa ka baap UK se aya,usne pucha teri ma kaha ha santa bola wo to mar gai bap bola saale tune mujhe bataya kyu ni santa:
Maine socha surprise dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Le wapda: yeh bass last month hai loadshedding ka
Le awam: wow great! yani us k baad bijli ni jaye gee?
Le wapda: ni, phirr bijli khatam ho jaye ge
le awam
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Once a man ran to the Doctor,'
My wife accidentally drank some petrol. Now she is running in the house. What should I do?'
Doctor smiled, 'Lock all the doors and windows in the house. She will stop when the petrol is over.'
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan dhobi se
Tum aise bure kapre dhote ho Ke phar kar aik ke do kar dete ho
Dhobi ne kaha
Khan sahib phir meri sharafat bhi tu dekhiye Main paise sirf aik kapre ke leta hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
AADMI APNE BETE SE-BETA KABHI SHARAB MAT PEENA,, WARNA YE JO 2 AADMI JA RAHE HAI NA WO 4 DIKHENGE....
BETA-MGR PAPA,WO TO 1 AADMI HI HAI....
by Pak101.com (few years ago!)
1st frend: Meri begum ne Novel '2 DOST' parha
Aur hamare jurwa bache hue.
2nd frend: Meri begum ne Novel '3 jugnoo' parha
Aur ek waqt mai 3 bacho ko janam diya
Ye sab sun kar Pathan apne ghar bhaga
Dosto ne pocha kahan ja rahe ho wo bola:
Apni begum ko rokne wo 'Ali baba 40 chor' Parh rahi hai. :
by Pak101.com (few years ago!)
Police Sardar officer se: criminals kiyu apnay fingerprints kaam k baad chortain hain?
Sardar: Sir,kiyu k woh illiterate hain, agar literate hotay toh apnay signature kar k jatay!!
by HAQ (few years ago!)
Techer Sardar Say: "Koi Aisa Jumla Banao Jis Mein "Magar" 2 Dafa Istemaal Hua Ho
Sardar: "Wo Merey Aagey Chal Rahi Thi Aur Mein Us Ke Magar Magar".
by Jawad Ali Mirza (few years ago!)
Shiv:-Mera Trishul kaha hai?
Parvati:-ganesh le gaya?
Shiv:-Kyu?
Parvati:-Keh raha tha ki
“Girlfriend” ke sath Meggi khane ka program he….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FARAZ to RAAZ Ek sawal ka jawab do..
WO KON C UNGLI HAI JIS MAI HADDI NAHI HOTI???
RAAZ-Pata nahi??
FARAZ-DASTANYE KI.
by Mohammad Ali (few years ago!)