Ek ladka apni pados ki Aunty ko
Ek ladka apni pados ki Aunty ko
ghar chorhne gaya .
.
Aunty ne bola - Beta raat bohot
ho gai hai, tum
yahi BITTU ke kamre me sojao.!
.
.
Ladka bola - nahi Aunty me yahin
SOFA par so jaunga
.
.
Agle din Subah ek Bohot hiSundar
ladki CHAI le kar aai .
.
.
Ladka - Aap kaun ho.......??
.
.
Ladki - Me BITTU. Aap kaun.....??
.
Ladka - Mai ullu ka pattha
by Pak101.com (few years ago!) / 1120 views
Similar Jokes
Bacha Dukandar Se:
Uncle Aapke Paas Safeguard Sabun Hai?
Dukandar: G Han.
Bacha: Phir Us Se Hath Dho Kar Ek Qulfi Dena. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 bacha darwaze ki bell bajane ki koshish kar raha tha
1 bazurg ne dekha aur bell baja di or bole beta aur kuch?
Bacha:baba jee honr nassoooo
by Sabir shah (few years ago!)
Banta to Santa: Tumhaare income ka source kya
hai
Santa: Maine apne upper ka portion kisi ko rahane
kiraye par diya hai
Banta:kamaal hai wo pure din tumaher upper kaise
rahata hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dairy Milk Our Gulab Jamun Ka Muqabla Huva..
Dono Main Say Ziyada Sweet Kon Ha?
Case Court Main Gaya .
Dono Hi Haar Gaye..
Bahir Aa K Poochnay Lagay Yaar,
Ye ABC :* Kon Ha?
Jo Hmsay Bhi Ziyada Sweet Ha… :):)
Hmmmmm…
Yaar Pani Phenk Koi Jal Raha Ha!
.(‘.’).
<)’(>
_/ \_
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar on phone:
Doctor my wife is pregnant. She is having pain right now.
Doctor: Is this her first child?
Sardar: No this is her husband speaking !!!Sardar on phone:
Doctor my wife is pregnant. She is having pain right now.
Doctor: Is this her first child?
Sardar: No this is her husband speaking !!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko andar bhula lejeye .
Doctor: Trust me mai shareef admi ho…. .
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, owr maira boyfriend shareef nahi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GF IS BEAUTY and WIFE IS DUTY,
GF IS SPRINGROLL and WIFE IS DABBAGOL,
GF IS CHUSKI and WIFE IS RISKY,
GF IS TOOIFROOTY and WIFE IS KISMAT FUTY...
by Pak101.com (few years ago!)
Kanjus Aadmi-Bagal Wale Ghar Se Iodex Le Kar
Aao
Wife-Wo Log Nahi Denge
Aadmi-Kite Kanjus Hai Wo Log...
Jane Do Humara Hi Lekar Aao
by Tanveer Hussain (few years ago!)