Papar Aur Jhapar
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin.
CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
by Pak101.com (few years ago!) / 1031 views
Similar Jokes
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj nahin aaya,
kaha na kabhi kabhi aata hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Larki Se: I Love You.
Larki: Tameez Se Baat Karo.
Pathan: “Assalam-o-Alaikum”
I Love You.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
KID-Papa agr aapko pata chale ki me First Divison pas hua to aapko kaisa lagega? PAPA-Mai to Khusi se Pagl ho jaunga.
KID-Bas isi Dar se me Fail ho gya!
by Pak101.com (few years ago!)
Friends! Mai apna mobile band kar raha hon,
kionke Exam qareeb hai
and I have to work hard
.
Please Contact me after
.
.
.
15 minutes
Tab tak study ka bhoot utar gia hoga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Eik baba road per ja raha tha,
us ne dekha ke 1 bacha eik gher ki bell bajane ki koshish kr raha tha.
baba bache ke pass gaya aur door bell bajai,
aur bache se kaha ab kya??
Bache ne kaha: Uncle ab bhagoooooo!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Oye Tu Ladki Dekh Aaya? Kaisi Hai?
Banta : Rang Se Kali Hai or Kaan Se Kam Sunti Hai.. . .
Santa : Zara English Me Bta . . .
Banta : 'BLACK-BERRY' Hai...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shaadi ki party mein DJ wale ne
puchha: kab tak bajaana hai…..??
.
.
.
Santa: oye 8 – 10 peg Lagane tak
baja lo uske baad toh hum sab
generator ki awaz par bhi naach
lenge
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu Ko Ek Baar Talibano Ne Pakad Liya Aur Kaid
Kar Liya
Unka Leader Aya Aur Pappu Ke Gardan Pe Talwar
Rakh Ke Bola
Leader: “Oye, Ya To Islaam Kabool Karo, Nahi To
Gala Kaat Diya Jayega”
Pappu Rote Hue: “Yaar, Kesa Ajeeb Dharam Hai
Tumhara, Kabool Karo To Susu Kaat Dete Ho, Na
Karo To Gardan“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband:Tmhari roz roz ki frmaisho se me tang a gya hon is liy khudkushi krne ja raha hon
wife: 1 black saree to dila de
iddat k dino me kya pehongi:
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aurat Aadhi Raat Ko Qabar Pr Baithi Thi
Musafir Ne Pocha: Darr Nhi Lgta?
Aurat: Lo Is Me Da
r Ki Kya Baat Hy
Andar Garmi Thi Is Liye Bahir Bethi Hon =P =D
by Abdul Sami (few years ago!)