"A woman has 2 weapons
"A woman has 2 weapons X_X
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
Tears and Make~Up =D"
by khalid hussain (few years ago!) / 839 views
Similar Jokes
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha. Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha, Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha. Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi
Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Will you marry me?
Girl: No
Boy: But Why?
Girl: My family will not agree.
Boy: Who is in your family?
Girl: 1 Husband and 2 kids.
by Pak101.com (few years ago!)
Income Tax Officer Hans Raha Tha.
Clerk Kya Hua?
Officer Mal ika Sheravat Ki File Hai.
Clerk To?
Officer Kapde Pehenti Nahi Aur Laundry Bill 11lakh Bataya Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Chinki Se College Mein Ek Ladke Ne Pucha.
Boy: “Tumhari Age Kya Hai?”
Chinki: “20 Years”
Boy: “Juthi, Tumne To 5 Saal Pahle Bhi Yahi Batayi Thhi”
Chinki: “Dekha, Ladkiya Juban Ki Kitni Pakki Hoti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija
Hoon zaroor, magar,
Apne ma-baap ke mohabbat ka nathija
by Abdul Sami (few years ago!)
Wife-agar main kho gayi to tum kya karoge?
Husband-main TV aur newspaper
main ad dunga ki jaha kahin bhi ho..... KHUSH Raho.
by Pak101.com (few years ago!)
"2 aurton ko 20 sal ki saza mli 20 sal ek 7 jail me guzarne k bad jb 2no riha hui to dono ne muskurate hue kaha:
"Chalo ab baqi baten ghr phnch kr krte hyn" ;
by Asif Riaz (few years ago!)
HEIGHT OF LAZINESS:
Boy: Papa 1 glass pani de do
papa: khud le lo.
BOY: plz de do na
Papa: Ab manga to thapar maronga.
Boy : Thapr marne aao to pani lete aana
by Mazhar Khan (few years ago!)