Aik bar me bemar howa

’1 Bar Main Bemar Hoa
1 Dost ne Mujhe Hospital Jane ka Kaha
Main Hospital Chala Gya
Wahan 2 Drwazay Thy
1 Pr “Khas bemari” or 1 pr “Mamoli Bemari” Likha tha
Mujhe Mamoli Bemari thi is Liye Me Mamoli Bemari Wale Room me Chla Gya
Wahan B 2 Drwazy thy 1 Pr “Khas Admi” or 1 pr Aam Admi likha tha
Me Gharib Admi Tha is liye Aam Admi Wale Door se Andar Chla Gya
Andar Gaya to!dekha k Mai Hospital se Bahar Tha.
Geo Pakistan!:-)’

by Abdul Sami (few years ago!) / 1110 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Admi Rikshay Wale Se

Admi Rikshay Wale Se:
Khan Sahab Saddar Jaega?

Khan:Hamara Khayal Hy Nahi Jaega.

Admi: Aray Bhai Saddar Jaega?

Khan:
Shayad 2013 Tak Jaega.

Admi: Abey Me Bolra Hu Regal Chowk, Saddar Jaega?

Khan: Ye To Saddar Ka Marzi Hy
K Regal Chowk Jae Ya Banaras Chowk Ham Se Poch K Thori Jaega!

Admi: Aby Ghady Tou Regal Chowk Sawari Le K Jaega??

Khan: To Ye Kaho Na,
Hum Samja Tum Us
Khabees Ka Baat Kar Raha Hy…

by Pak101.com (few years ago!)
Burai Ka Badla Wafa Se

Pakeeza Jazba:
Jab Tum Kisi Ko Nazar Andaz Karo, Aur Woh Tumhain Iska Badla Wafa Se De.

To Jaan Lo, K
Sharafat Dikha Raha Hai,
Zaroor Koi Matlab Hoga Kameenay Ka. :-)

by Pak101.com (few years ago!)
Elaan e gumshudgi

Naam : ashwin
age:25
demagi tawazun darust nai.
2 march se bangladesh se la pata hai.
Jis ko bi mile shahid afridi k hawale karen kiun k 2 balls abi baqi hain.

by Sabir shah (few years ago!)
1 Admi talwar liye Masjid men

1 Admi talwar liye Masjid men gya or awaz di: Ap men koi Sacha Muslman hy ?

1 buzurg bolay: Main hun Admi buzurg ko bahir le gya or
unke qadmon men Bakra zibah kiya Phir Masjid men gya,
talwar se khoon tapak raha tha, log ghabra gaye Wo Bola:

Aur koi Sacha Muslman hy ?

Kisi ne Awaz lagayi: Molvi sahib hen
Molvi ghusay se bola: Bakwas kr raha hy Kamina:
Main tu elaan krwane aya tha k Cable nahi aa rahi parson se.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
ABEY CIRCUT YE BARISH K WAKT BIJLI KYUN CHAMAKTI HAI?

MUNNA BHAI: ABEY CIRCUT YE BARISH K WAKT BIJLI KYUN CHAMAKTI HAI?
CIRCUT: bahi bolay to upper wala torch maar kar dekhta hoga kahin sookha to nahi reh gaya

by Pak101.com (few years ago!)
Urdu me btao

Boy:i love you and i want to mary u.

Girl:bhai urdu me bolo mujhe angrezi nai ati

boy:kuch nai baji dua karo taliban se muzakrat kamiyab ho jaen

by Sabir shah (few years ago!)
Aap main aur PEPSI

Aap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.

1_Sab ko pasand hai

2_Dono sweet hai

Or

3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar

.
1 kanjoos dosray say:
Aaj main ney ek jaan bachai.
Wo aise bachai k Faqeer sai pocha:
1000 ka note dun to kiya karega?
Wo bola, Khushi se mar jaunga.
Main nay kaha ja nahin deta

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan to Pathan

Pathan 1: Yaar soraj raat ko kion nahi nikalta?
.
Pathan 2: Kia pata nikalta ho, agar, etny andhairy mai kis ko dekhayi dega !!

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
LADY to Vakil Muje mere Pati se Talak chahiye.

LADY to Vakil Muje mere Pati se Talak chahiye.

Vakil-Magar vo to Kabbadi champion hai LADY Yahi to Problem hai sirf touch kar ke bhag jata hai

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Wife: khane main kya banau?

Dhokha Nahin De Sakte

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

Bania’s son

Girl's Wish For Life Partner

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Boy and girl of class 2

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook