Pathan Dozakh Mai
1 Pathan Dozkh Se Nikla
Chupke Se Janat Me Gia
Farishtay Ne Bohat Mara
Pathan:
Oh Bhai Main Janati Ho
Main Dozakh May Gul Khan
Se Naswar Lene Gya Tha.
by Pak101.com (few years ago!) / 955 views
Similar Jokes
Wife: Suno jab apna chashma utaarte ho, toh bahut handsome dikte ho….
Husband: Haan darling, jab main chashma utaarta hoo, tab tum bhi bahut khoobsoorat dikti ho…
by Pak101.com (few years ago!)
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi (Wife): Tum sotai howai mujhai galiyan dai rahai thai
Shohor (Husband): Tumko ghalat fahmi howi hai
Biwi (Wife): Kiya ghalat fahmi how hai?
Shohor (Husband): Yahi kai mai soo raha thaa
by Mazhar Khan (few years ago!)
Osama Bin Ladan And Kajol Ki Mulakat Hoi
Osama: Hows Life?
Kajol: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Kajol: And Urs?
Osama: Kabhi Goli Kabhi Bum
by Pak101.com (few years ago!)
Jab ap ki girl friend ap se kahe k tum bahot ache ho
tumhen koi bi mil jae gi
to bhai samjh ja us ko koi aur mil gaya hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Train me 2 aadmi safar kar rahe the..
1st- Kahan se arahe ho?
2nd- Lahore se
... 1st- Wahan se to main bhi araha hun... Lahore me kahan se arahe ho?
2nd- Iqbal town
1st- Wahan se to main bhi araha hun ye batao Iqbal town me kahan se arahe ho?
2nd- Street 2 se...
1st- Wahan se to main bhi araha hun ye batao street 2 se kis ke ghar se arahe ho?
2nd- Basheer sahab ke ghar se
1st- Wahaan se to main bhi araha hun aacha ye batao kahaan jaa rahe ho?
Aas paas ke musafiron ne tang aake kaha akhir tum dono ho kaun??
Dono bole- Hum dono bhai hain, ,,, time pass kar rahe hai..... app kahan say hen?
by Pak101.com (few years ago!)
2 Cats To Shrabi Rat:
Ajj Tainu Khan Nu G Krda A!
Rat: Chappair Na Kha Lein
Main Es Layi Nai Kuch Kehnda
K Log Kehn Gay
1 Shrabi Ne 2 Jananiyan Kutt Dittiaan ;-
by Pak101.com (few years ago!)
Behtreen insan wo hai jiska,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aap Message par rahey hain..
Shukriya..-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Judge: You have been sentenced to death, however you can choose the way you want to die.
Accused: I want to die of old age, your honor
by Pak101.com (few years ago!)
Lalu to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hain to vo murgi bhi tumari.
Rabri: Lalu Ji, Koi hint do na?
by Pak101.com (few years ago!)