Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say SURF Lenay Chala Gaya, Jb Dukaan Mai Enter Hua To,
”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:
KIDHR?? Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)
by Pak101.com (few years ago!) / 957 views
Similar Jokes
Police : Tumhara Dost Kese Mara
Sardar : Pata Nahi Wo Bola Mere Pet Me Chuhe Kud
Rahe He
To Mene Usko Chuhe Marne Ki Dawa Khila Di
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Jawad Ali Abbasi (few years ago!)
Kia ap k sar pe sengh hain?
Nai,
check kar lo,
paki bat hai nai hain
gadhe k sar pe hote bi nai hain.
by Sabir shah (few years ago!)
MUNNA BHAI: Mamu, tu kitna pada hai? MAMU: B.A.
MUNNA BHAI: Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Malik:
jaldi se koi khali rakshaa laao. Pathan
Nokr kafi der bad aaya aur bola shb,
koi raksha nhi mila jo nazr aya kocha
1 admi zarur beatha nzr aaya.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Raavan Hanuman se Beedi Maangata hai,Hanuman
Mana Kar Deta hai,Shri Ram Poochte hain,Beedi De
Deta na.Hanuman Ji Bolte hain Prabhu Aap Chup
raho Iske 10 sir Hai,10 Beedi Deni Padegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar sent SMS to his BOSS:
“Me sick, no work”
Boss SMS back:
“When I am sick I kiss my wife try it”
2 hours later sardar sms 2 boss:
“Me ok, ur wife very sweet”
by Pak101.com (few years ago!)
Rishte Be-naqaab Ho
Jaty Hyn
1- Burhapey Mein Aulaad
2- Museebat Mein Dost
3- Ghurbat Mein Biwi
Aur
4- Sales Na Hoon Tou
Manager ..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan england me club pe chala gia . Wahan dance karne k bad bola yaar ye bta do ye shadi kis ka tha
by Sabir shah (few years ago!)