Shadi Ki Pehli Raat
Shadi Ki Pehli Raat Pathan Ny
Apni Bivi Ko Gulab Ka Phool Diya..
Bivi: Khan Saab' Hum Ko Ye Nai Chahiye,
Koi Sonay Ki Cheez Do..
Phir Pathan Ny Usay
.
.
.
.
.
.
"Neend Ki Goli" De Di.. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 753 views
Similar Jokes
Molvi pathan se: sana aati hai?
Pathan :sana to nahein aati par us ki choti behn saba aati hai.
by Ramzankhan (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar kafi dair door ki ladki ko ghoor rha tha
Tang aa k larki ne hath se LANAT ka ishara kiya Sardar dost se bola:
Le fair 5 waje da time fix hoya e
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jaani Jaani Ji Abba,
Shakkar khare potte…nai bawa,
Jhoot bolra re,
Muh khol re haramzadi…ha haa haaa
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher said to Sardar: Write here your best friend’s name in English.
Sardar wrote: ‘ Beautiful Red Underware’
Teacher: What’s this mean?
Sardar: His name is Sundar Lal Chaddi
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Santa ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Santa ji mat daro, yai tu film hai
.
Santa: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AMERICAN LIFESTYLE Daughter-Sorry dad I got married yesterday.I forgot to inform u...
Dad- Its ok my child. But dont forget to invite me the next time...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Vs Pathan: Aisa Kya Karin K Saanp Bhi Mar Jaye Aur Lathi Bhi Na Totay ?
Sardar: Jootay Sa Mar Laitay Hain Thek Hai Na ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband:Meri Ami aa rhi hen kuch bana lo
BV ne MU bana liya:-/
Next Time..
BV:Meri ammi ayi hui hain aap please bahir sy kuch lay ayen
husbnd gayaa or
Raksha ly aya..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain
by Pak101.com (few years ago!)