Madad ka shukria
Me ne aik larki ki madad ki to us ne mujhe thank u bola me ne kaha thank u mat bolo ye lo mera number aur 3 larkion ko send karo aur unhen kahao aage 3 ,3 ku send karen
by Sabir shah (few years ago!) / 891 views
Similar Jokes
Teacher: bachon batao ki dhud ko khrab hone se bachane ke liye kya karna chahiye?
Sonu: Ji use pee lena chahiye
by Pak101.com (few years ago!)
3 Charsi Rikshay Main Bethay.
Rikshay Walay Nay Riksha Start Kar K Band Kar Dya
Our Bola: Lo Sahab, Pohanch Gaye.
1 Nay Thanks Bola,
Doosray Nay Paisay Dye,
Our Teesray Nay Driver Ko Thapar Mara.
Driver Samjha Is Ko Pata Chal Gaya.
Laikin 3rd Bola:
Salay Aaj Tou Marwa Hi Deta,
Kitni Taiz Chlata Ha…. :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dost Pathan Say: APRIL FOOL Manaya? Pathan: Haan Dost: Kis K Sath?
Pathan: Biwi K Sath, Hum Ne 3 Bar Talaq Dia Jab Wo Pareshan Hui To Hum Bola “APRIL FOOL”;)
by Pak101.com (few years ago!)
Aik kanjus shaks ki murghi chori hoi is ne faisla kia kay das din tak roti nahi khaye ga takeh mughi ka noksan poora ho jaye do din khana khanay se wo bohat dubla ho giya. Aik din wo shahar jaraha tha rastey mein is sa ziada dubla aadmi mila kanjus is se kahne laga bhayi meri to murghi chori hogayi hai magar yun lagta hai jaisay tumhari bakri khogayi hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Waqil: Chaku per tumhari ungiliyon ke nishan paye gaye hain khoon tumne hi kiya hai
Apradhi: Waqil sahab aisa kaise ho sakta hai us waqt to mene dastane pehne hue the
by Pak101.com (few years ago!)
Circuit: Bhai bole tu idhar aane ko kya bolnay ka?
Munna: Come Here.
Circuit: Bhai phir udhar jaane ko kya bolthay ka?
Munna: Pehle udhar jaaneka phir bolneka come here.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
America-Mobile Hamari Khoj Hai. China-Sim Card
Hamari Khoj Hai. Japan-Sms Hamari Khoj Hai.
Koriya-Blootuth Hamari Khoj Hai. INDIA-MISS
CALL HAMARI KHOJ Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
EK sher BY doctor=Hoon mai doctor jahan,meri wife hai nurse waha,Yeh kaisa julm sehna PADTA hai,mujhe apni wife ko SISTER KEHNA PADTA hai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
1st frend: Meri begum ne Novel '2 DOST' parha
Aur hamare jurwa bache hue.
2nd frend: Meri begum ne Novel '3 jugnoo' parha
Aur ek waqt mai 3 bacho ko janam diya
Ye sab sun kar Pathan apne ghar bhaga
Dosto ne pocha kahan ja rahe ho wo bola:
Apni begum ko rokne wo 'Ali baba 40 chor' Parh rahi hai. :
by Pak101.com (few years ago!)
1 pagal khali paper ko bar bar choom raha tha.
2pagal:Ye kya hai?
1Pagal: Love letter hay
2pagal:Magar ye to khali hay
1Pagal: Aaj kal bol chal band hai
by Pak101.com (few years ago!)