Khubsoorat Akhlaaq
Khubsoorat Akhlaaq
Hazaron Musibton
Se
Nijaat Dilata Hai,,
Magar,
Bivi Se Nahi..;-p
by lescol (few years ago!) / 1627 views
Similar Jokes
Ek aadmi ne apni saas k pas sanp betha dekha to sanp se bola
Meri saas ko dus lo
Sanp_
Aby kiya dus lon?
Main to khud is se Zehar EASY LOAD krwane aaya hun !
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa ki amma maar gayi.
Ek aadmi bola – amma mujhe bhi le jati apne saath.
Do char aur bole – haan amma hume bhi le jati
Santa Bola – Chup ho jao gadho.
Amma kya sumo karke gayi hai??
by Pak101.com (few years ago!)
Papa to Santa: Teri class vich sab to mehanti bacha kon hai?
Santa: Mein han ji.
Papa: Oh kaise ?
Santa: Ji baki sab bache araam naal chairs te baithe rehnde ne te mein bench te khada rehnda haan ji.
by Pak101.com (few years ago!)
2 PATHAN bank lootne gay par GUN bhool gay.
Phir bhi bank loot liya.
KESE?
Bank manager bhi PATHAN tha
Bola GUN kal dikha jana
Hum ko zuban ka etbar hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mouse To Elephant:
2 Din K Liye Apni Kameez Dena.
Elephant: “Ha….Ha….Ha…..
Pehney Ga Kya ??”
Mouse: Nahe,Beti Ki Shadi Hay,
Tent Lagwana Hay..
by Pak101.com (few years ago!)
Pahli ladki:- maine faisla kiya hai jab tak main 25 saal ki nahin ho jaati main shaadi nahin karungi.
Doosri ladki:-aur maine faisla kiya hai jab tak main shaadi nahin kar leti 25 ki nahin houngi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Admi Roz Subha Perr (Tree) Ki Shaakh Pe Charrh K Baith Jata Tha
Poocho Kyon.?
Bechara MBA kr k Paagal Ho Gya Tha, Apne Apko BRANCH
MANAGER Samajhta Tha.!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Raat ko apne ghar gaya.
Darwaza knock kia.
Biwi: Kon?
Admi: Guddu ka Abbu!
Biwi: Haye main Marr Jaawan,
Phir Andar kon hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Shadi ke waqt Dulha ko gorhy (horse) par kion betaya jata hai??
.
Student: Last warning di jati hai ky abhi bhi waqt hai bhaag ja….
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)