Kiss is not like Nokia
Kiss is not like Nokia…Connecting People
Kiss is not like Nike… Just Do It.
Kiss is not like Pepsi… Yeh Dil Maange More
But Kiss is like Pan Parag… Ek Se Mera Kya Hoga
by Pak101.com (few years ago!) / 946 views
Similar Jokes
Teacher: Sach or Veham mai kiya farq hai?
Student: Ap jo hamain parha rahi hain wo sach hai, laykin hum sab parh rahay hain ye apka veham hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gabbar ne sholey film me thakur ke haath Q kate the nahi pata Q ki thakur Gabbar ko sms nahi karta tha baki samajhdar ko ishara kafi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Mein to pehle hi Uskey Bhai se Buri tarah pit chuka hon
Faraz!!!
Ab woh kehti hai, "to Phir Aao Mujhko Satao"
,,,
\(',')
((>
<\
by Mazhar Khan (few years ago!)
Grl in Burkha!!
Boy-Kaha ja rahi ho meri jaan!
Grl-Tere Ghar,
Boy-Main bhi aata Hu
Grl-Aaja beshram, Ammi ko bataungi Apni bahen ko Chedta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Aapko isse pehle kabhi heart attack hua
thaa kya yaa first time hua hai ?
Patient: Haan doctor sahab, ek baar; last time jab
aapne bill diye tha tab hua tha….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Tu office mein toh bada sher bana ghumta hai, ghar par kya ho jata hai?
Banta: Hota toh sher hi hoon par DURGA sawar ho jaati hai…
by Pak101.com (few years ago!)
FAQIR: Kuch khana De do
MAF KARO BABA
FAQIR:Kuch To Do
Acha Baba Jo Ye SmS Padh Rha H Usko LeJao
FAQIR:Bheek Manga Tha Bhikari Nhi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardar apni bhabhi ko buhat mar raha thaP
logo ne pucha kia hua sardar ji?P
sardar ji bola meri bhabhi achi aurat nahin he ji.P
logo ne pucha q kia hua?P
sardar bola yr dost mobile pe bat karte hein jis se bhi puchun"kis se bat kr rhe ho?"sab bolte hein
.
.
.
.
.
.
"TERI BHABHI SE
by Pak101.com (few years ago!)
Ek circus mein ladki ne sher ko kiss kiya! Ring mastar: Aap mein se koi yeh kar sakta hai? Boy : Main aata hoon par pehle iss sher ko peeche karo
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu:ye bakra kitne rupee wala hai?
Admi:38000 rupee wala hai
pappu:hairan ho k kia ye tourch screen hai.
by Sabir shah (few years ago!)