A Tiger was giving wedding party

A Tiger was giving wedding party to his frnds..

A Cat came there and danced.
Tiger asked who r u ?

Cat said: I was also a Tiger before my marriage.......

by Pak101.com (few years ago!) / 1032 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

jab se maine tumhe job se nikala he,

Boss to santa- jab se maine tumhe job se nikala he,
tab se tum roz mere ghar ke samne potty kyun
karke jate ho?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa-aapko ye batane ke liye ki main bhuka nai
mar raha..

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar bar me ro raha tha

Sardar bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho?
Sardar: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.

by Pak101.com (few years ago!)
Khwab Me Kal Ksi Se Larayi

Pathan:
Meri Khwab Me Kal Ksi Se Larayi Hogai Thi Aaj Me Nahi Soun Ga
Friend:
Larayi Kal Hoyi
To Aaj Q Nahi Soye Ga?
Pathan: Aaj Wo Banday Lekar Aaye Ga.

by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek sardar jab bhi kapre dhota

Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say
SURF Lenay Chala Gaya,
Jb Dukaan Mai Enter Hua To,
”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:
KIDHR??
Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhai Jaan

Exam Me Ek Larki Larky Se:
"Excuse Me Bhai Jaan."

Larka Ghusse Se:
Paper Ny Pehly Hi Pagal Kiya Hua Hai,
Ek Tum Confuse Kerny Aa Gain,
Ya Bhai Kaho
Ya Jaan Kaho.. ;-) :-D

by Pak101.com (few years ago!)
Faiada

A phatan joined Army & was given a Gun.

Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?

Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 ladki dentist ke paas gayi

1 ladki dentist ke paas gayi aur BRA utarkar let gayi
Dr gusse me bola: Main Dentist hu

Lady: Main bhi daant nikalwane hi aayi hu,

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gulab ka ped

Santa- yaar tum jamun k ped k neeche
Gulab ka ped kyu
laga rahe ho?
.
.
.
.
.
Banta- is liye ki
Dono ped milkar hame
GULAAB JAAMUN
Denge.!!! :D

by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki bewi mar gai

santa ki bewi mar gai--sardar ji kafan leny gia---dukandar nay kafan ka kaprra dia-----santa kuch bola ,, jisay sun ky dukandar bay hosh ho gia..
santa.. is may aur colors dikawo

by Pak101.com (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pa

Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.

Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Plz-Try-Letter

Height Of Shock:

Go To The Hospital

Words

When asked What is a conting..

Papa to Santa

Sardar Had Twins

EK KHUBSURAT LADKI

Husbund Ko Itraaz Nah ho

Santa aur banta ko 500 ka ek..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook