saradar to friend
sardar. to his friend:yaar bari mushkil main hoon mairi Bivi mujh say aik kiss ka RS.100 laiti hay
friend.Acha,yaar to baara lucky hay dosron sey woh 500aiti hai
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1109 views
Similar Jokes
On a romantic day sardar’s girlfriend asks him, “Darling on our engagement day will you give me a ring?”
Sardar : “Ya sure, from landline or mobile”.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife : Janu Batao Tum Mujhse Kitna Pyar Kartay Ho
Husband : Bahut Zyada
Wife : Phir Bhe Kitna
Husband : Itna K Dil Chah Raha Hai Tumhari Jesi 1 Aur Le Aaon
by alone129 (few years ago!)
Jija: sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai?
Sali: jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan hamesha Apne Mobile Ke Saath 1 Scissor Rakhta Tha,
Kisi Ne Poocha??
“Khan Saab Ye Konsi Science Hai ?”
Pathan: : O Yaara Kabhi Kabhi Call Katna Bhi Par Jata Hai Na.
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 bibi janat ma gai to farishty se boli.
"mari shadi kisi molvi nal hi karayo.."
farishta: "sabr kr la bibi, pehly kisi molvi nu janat vich aan te de"
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:- Jaanu Humare Pyaar Ke Bare Me Kisi Ko
Mat Batana…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl:- Tumhari Bahen Ko
To Zaroor Bataungi.
Kehti Thi Koi “Kutta” Hi Hoga Jo Tujhse Pyaar Karega..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife :mujhe is se aur kuch nai lena bas ye mujhe us haal me chor de jis haal me isko main mili thi.
Judge:tum kis hal me is ko mili thi
wife:bewah
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar to a girl….kia tum mujh se shadi kero gi…?
Girl..tameez se baat kero…
Sardar..Behan Ji,kia aap mujh se shadi karein gi…. ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Plz call me,its urgent. Ek accident ho gaya hai.
.
.
Aap ka hi blood group chahiye,
Plz mana mat karna
Warna
GADHA mar jayega
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette, Larkiyan Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman Hain..
.
.
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano Se Bhaag jaiey
Wo Mard Nahi Hota abba...
by Pak101.com (few years ago!)