Pathan
Pathan England mein khana khane gaya or bhool gaya k murghi ko english mein kia kehty hain
waiter: "What do u want to have?"
Pathan: "Mother of eggs plz"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1113 views
Similar Jokes
Banta: Yeh chaaku kyun ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: Toh phir ubalne kyu, kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Mastar (Fareed say): Class mein kon shor kar raha tha?
Fareed: Janab mujhay nahi maaloom mein to apni baton mein laga hua tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: jab me chota tha to ek baar kutub minaar se gir gaya tha.
Banta: Acha!!to mar gya ya bach gya.
Santa: Saale.! mujhe kya pata, me to chota tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ameer Larkay ny apni grlfrnd sy gift manga,
Larki ny apni totti hoi joti ka talwa day diya,
Larka wo talwa lay kr sunar k pas gaya or kaha:'Ye
chandi k box me saja do'Sunar nay 2 din ka time
diya.
2 din baad jab larka leny aya to sunar nay
pocha:'ye kis buzurg ki jouti ka talwa hai?'
Larka:'ye buzurg ka nahi meri girlfriend ki jouti ka
talwa hay'
Sunar:'begairt pehly Q nahi bataya hum sab ghar
walon nay is ko 3,3 dafa dho k piya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi par Nibandh: biwi 1 faltu musibat hai.ye ghar ki rasoi me payi jaati hai.iska paustik ahaar pati ka bheja khana hai.Ye pani kam khoon zyada piti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
preeto poti test karvane gayi dr. ne kaha-ye poti nahi halwa hai.
preeto-ek phone kar lu.
dr.-kyo?
preeto-santa ji ko batana hai ki unke tiffin mein poti chali gayi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
10th class ka student : Mein fail hona chahta hu
Dost : Kyun?
Student : Papa ne kaha hai ki 1st aaya, to science dilvaunga, 2nd aaya to arts, fair hua to shadi kara denge!
by Pak101.com (few years ago!)
Main Tumse Bohat Pyar krta hu
Main tume New Ghar le k dun ga
Me Tumhe New Gaari le k dun ga
Hum bhag k shadi kar le ge
Bas Mera Metric ka result aane do.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Shadi k baad shuru may
jb main khana paka k laati thi
ap zyada mujhe khilate
or khud kam khate pr ab aesa q nahi?
?
?
Husband: Q k ab tumhe
khana pakana aagaya hai :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan dost is pankhe k neche baithu sawab mile ga.
Dost:wo kaise?
Pathan:ye hum masjid se utar k laya hai.
by Sabir shah (few years ago!)