Master Awaaz Pehchan ker Ghussay
Pathan ka ?aita Awaaz ?adal ker Apnay Master ko ?all kerta Hy..
“Maira ?aita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa ?akta”
Master Awaaz Pehchan ker Ghussay ?y ?ola..
Tum kon ?aat ker Rahay Hou?
?acha Ghabratay Huay: Mairay Abbu ?aat ker Rahay Hain..
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 853 views
Similar Jokes
Larki BoyFriend Ki Qabr
Per Ro Rahi Thi
Molvi: Q Roti Ho
Larki:Bechara KISS Mangte
Mangte Mar Gaya.Mgr Main
Ny KISS Nahi Di
Molvi: Tum Muje De Do,Main
Parh K Bakhsh Don Ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife: Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi.
Huband: Agar tum car drive karogi to jayenge car me, ayenge akhbaar me…
by A. Sami (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Father: Beta raat ko kis waqt soye tay?
Son: Mai raat ko 2 baje tak parh raha tha
Father: Lekin 11 bajy tu bejli chali gayi thi
Son: Mai parhny mai etna magan tha ke bejli jany ka pata hi nai chala
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: kahaa gayaa thaa yaar?
Banta: girlfriend ke saath movie dekhne
Santa: kitna kharchaa huaa?
Banta: 500 Rs
Santa: itnaa huaa kya?
Banta: kya karu? uske paas itnaa hee thaa yaar
by Pak101.com (few years ago!)
har Taraf Padhai ka saya hai...
Har paper me zero aya hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Hum to yuhi chale jate h bina muh dhoye exam dene, aur log kehte hai
"saala raat bhar padh ke kya aaya
hai":
by Pak101.com (few years ago!)
Bv:aj dunia ka ganda kam kar do
sardar ne bed pe peshab kar di
by Sabir shah (few years ago!)
Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi hon
Husband:
tumhay kis nay kaha?
wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi hain
by Raju (few years ago!)
Phone Ki Ring Baji.
Pati: Mere liye Ho To Kehna Mai Gharpe Nahi Hu.
Biwi Phone Utha k : wo gharpe hai
Pati: Mana Kiya Fir Bhi
Biwi : Ji wo mere liye tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl to Dr,”Maine galti se
apni Bhabhi ki Unwanted-72 i-Pills kha li, kya kru?”
Dr,”mazay se ghoomo,
Dosto ko khush kro, 72 ghanto k liye Prepaid ho gayi ho !!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)