Student
Sometimes It is better to bunk off a class and enjoy with friends
.
Because today when I look back,
My marks never makes me laugh But these memories do!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 914 views
Similar Jokes
Student:-sir, kya aap mujhe us kaam ke liye bhi saza denge jo main nahin kiya hai?
Adhyapak:-nahin nahin,bilkul nahin.
Student:-sir, maine aaj ka homework nahin kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
SHERU ARPITA SE BOLA -
BHAI AAJ TO CHAY PINE KA MAJA AA GAYA.”
ARPITA NE KAHA- “UNCLE JI, AGAR BILLI NE DUDH ME MUH NA MARA HOTA TO AUR BHI MAJA AATA.”
by Pak101.com (few years ago!)
Jyotishi: Tumhe kaisi biwi chahiye?Man: Mujhe chand jaisi biwi chahiye,jo raat ko aaye aur subha chali jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Kitni Ajeeb Baat Hai, Ladke Mar ke
Bhoot Ban Jate Hain.
Banta: Aur Ladkiyan?
.
.
.
.
.
Santa: Chudail Ki Chudail rahti hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Dharakt pe charha to upar bandar ne
pocha : Oper kyo aya?
Sardar: Apple Khanay
bandar: Yeh to aam ka darakht hai
Sardar: Pata hai, ais liye Apple sath laya hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek dost ne uss se poocha, “Kyu, tension mein ho.”
Aadmi: Yaar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh rupeey diye thay, ab saale ko peehchan nahi pa raha hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Circuit -Aye mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? Mamu -Nehin.
Circuit -To kha ke dekh le, pata chal jayega.
by Pak101.com (few years ago!)
Murga Murgi Se:
I Love U Jaan.
Main Tumhare Liye Kuch B Kar Sakta Hoon,
Murgi:
Haye Allah Sachi,
Murga: Haan
Murgi:
Chalo Phir Aaj Anda Tum Do….!.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MAULVI SAHIB NE AK DIN ROZA RAKHNAY KA IRADA KIA SHAAM KO BIVI KO JALAIBIAN DEEN AUR KAHA K IN KO BHAGO KAR RAKH LAI WO SUBAH SEHRI KARAIN GAY SUBAH HOTAY HI MAULVI SAHIB NE BIVI SE KAHA
MAULVI SAHIB:BEGAM JALEBIAN LE AAO
BIVI:JALAIBIAN TO BILLI KHA GAI HAI
MAULVI SAHIB:CHALO PHIR ROZA BHI BILI RAKHAY GI
by Pak101.com (few years ago!)
Kabhi aapne socha hai….
Tawe pe pada popcorn uchalta kyo hai ? Socho !!
Thik se socho !!
Nahi soch paye ? Thik hai, jawab chahiye…
Khud baith ke dekh lo tawe par,
pata chal jayega.
by Pak101.com (few years ago!)