Student
Teacher: Shadi ke waqt Dulha ko gorhy (horse) par kion betaya jata hai??
.
Student: Last warning di jati hai ky abhi bhi waqt hai bhaag ja….
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 896 views
Similar Jokes
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek utility store k bahar lambi line thi:
1 Aadmi bar bar line mai ghusta, log usko pakr k peechay phenk dete.
Aadmi: Lage raho, Main Bhi Aaj Store Nahin Kholunga. :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan Army Mein Bharti Hota He
To Use Gun Chalana Sikhai Jati He
Wo Gun Pakarta He Or Puchta He
Is Ka Moon Kis Taraf Ko Karna He Apni Taraf Ya Dushman Ki Taraf
Army Officer Jawab Deta He
Jis Taraf Bhi Karo Ge
Faida Pakistan Ko Hi Ho Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Yar Tumhare Number ka
Keya Problem hy?
Me ne abi call ki tou
operator boli
Welcome 2 Jungle
ap Ka Matloba Bandar
Darakht se UltaLatka Hua Hy plz
Try Later,
by Abdul Hannan (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai
Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar
rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye
tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha.
Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain
B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha
Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha,
Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha.
Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book….
by Pak101.com (few years ago!)
Raat ke 3 baje santa ke number par phone aaya – Hello yaha Fatima Mehfooz rehti hai kya?
Santa : Kutte itni raat ko Fatima mere paas hoti to mehfooz rehti kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Daaku Pathan K Ghar Gus Giya Aur Bola
Jaldi Batao SONA Kahan He?
Pathan:
Pagal Ka Bacha Itna Bara Ghar He,
Kahin B So Jao
Hamen Uthane Ki Kia Zarurat Thi.
by Pak101.com (few years ago!)