1 Admi Ne Zoo Me
1 Admi Ne Zoo Me 3 Zabanain Bolne Wala Tota Dekha Jo
English, Urdu Or Memoni Bolta Tha.
Usne 3 Zabane Check Karne K Liye Ussy Pucha:
Who R U?
Tota: I’m Parrot
Admi: Tum Kon H0?
T0ta: Me T0ta Hun
Admi: Tu Keair Aye?
Tota: To Jo Pe..
Hakhrey Dafa Chui Deenun Toto Yaan, Samajh Me Naiy Achni…:-)
by Pak101.com (few years ago!) / 986 views
Similar Jokes
Jail..
One prisoner to other..
Why u r in jail..?
Reply: I did 2 murders and get caught..
2nd asked why u r here..
Reply..
Main NO BALL krai c.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ki Class Mein Ek Nayi Teacher Aayi Aur Sab Bachon Se Unke Naam Poochne Shuru Kar Diye,
Pappu Ki Baari Aayi To Teacher Ne Poocha,
Teacher: “Beta, Aapka Naam Kya Hai?”
Pappu Zor-Zor Se Rone Laga, Teacher Ne Poocha
Teacher: “Bache Aap Ro Kyun Rahe Ho?”
Pappu Rote Hue: “Meri Mummy Mere Papa Ko Kutta Kehti Hai Aur Mere Papa Unko Billi,
Mujhe Samajh Nahi Aata Ki Main Pilla Hoon Ya Billa“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:kal teacher kal suraj pe lacture dun gi sab ana.
Pathan:hum tu nai aae ga.
Teacher: Q?
Pathan:ami hum ku itna door jane nai dega.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher to pathan: AGARBATTI ka jumla banao.
Pathan: AGAR BATTI chali jaye to andhera ho jata hai…
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Pathan & Uski B.V Riksha Me Aakar Bethe,
Driver Ne Shesha Set Kia,
Pathan Chillaya Bola:
Tum Hamara B.V Ko Dekhta Hay!
Tum Peechay Betho Riksha Hum Chalaiga.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa Bus stand jane k kitne paise?
Rikshwala 10Rs
Santa: 2Rs mein chalega.
Rikshwala 2Rs kaun le k jayega?
Santa baith piche me le jata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Pati-vo khubsurat LADKI Muzko Has k Dekh rahi hai..
Patni-Pehle confrm kar,Has k dekh rahi hai Ya Dekh K Has Rahi hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Memon Ask To Taxi Driver:
Abdullah Shah Ghazi K Mazaar Jao Gay?
Taxi Driver: Han Jaon Ga.
Memon Ne Jaib Se Shopper Nikala Or Kaha: Wapsi Main Langar Ki Biryani Lete Aana.
by Pak101.com (few years ago!)
Engineering student ne ek book likhi 300 pages ki “3-mistakes of my life part-2?
1-Physics
2-Chemistry
3-Math
.
.
.
.
.
.
Moral “beware of engineering”
by Pak101.com (few years ago!)