Student
Teacher to student: Tum class ky sab sai nekammy student kion ho?
.
Student: Kionke jo larka mujh sai nekkama tha wo school chor gia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1217 views
Similar Jokes
Aslam ek raat macher dani say bahir
so raha tha. Maa nay poocha k Aslam
beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko
bewakoof bana raha hoon. Woh
samjein gay k mein macher dani k
ander hoon, hahaha....
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
A couple had a fight one night
Going to bed Husband says:
Good night mother of my 3 kids.
Wife Replied: Good night father of none.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ke Betay Ki Roti Pr
Sy Chooha Ghuzer Ghaya.
Son To Sardar: “Hun Me Ae Roti Nae Khani”
Sardar: “Kha Ly Putar, Choohy Nay Kehra Jutti Pai Hue C” ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: "How would you describe me?"
Husband: "ABCDEFGHIJK."
Wife: "What does that mean?"
Husband: "Adorable, beautiful, cute, delightful, elegant, fashionable, gorgeous, and hot."
Wife: "Aw, thank you, but what about IJK?"
Husband: "I'm just kidding!"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Raju- papa main kal
School nahi jaunga..
.
Papa- kyun?
.
Raju- aaj school mein
Hamara wazan kiya gaya..
.
Papa- to??
.
Raju- aaj wazan kiya hai..
Kal bech diya to
by Asim Raza (few years ago!)
Ek Baar Ek Ladka Plane Se Mumbai Ja Raha Tha.
Wo Baar-Baar Toilet Ja Raha Tha, Ye Dekh Usko Ek Air Hostess Ne Puchha.
Air Hostess: “Aap 5 Minute Mein 4 Baar Toilet Ja Chuke, Kya Aap Ko Chain Nahi Hai?”
Ladka Rote Hue: “Chain To Hai Ji, Lekin Khul Nahi Rahi“
by Pak101.com (few years ago!)
Beta : 500 Rs Do na.
Papa : Kya Karega ?
Beta : Mere Sare Friends Ka A/C Hai,
Mai Bhi Khulwaunga.
Papa : Very Good. Kaha Pe ?
Beta : Cigrate Ki Dukan Par.
by Pak101.com (few years ago!)
boy - papa aapne mujhse kaha tha k agar main paas
ho gaya to aap mujhe 5000 Rs denge.
father - haan kaha tha
boy - to aapke liye khush khabri hai, aapke 5000 Rs
bach gaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Really Girls are very Smart...=P
.
Girl: Apple ka Rate kya hai?
.
Applewala: 100 Rs ke 10,
.
Girl: kuch kam karo na plz..
.
.
.
Applwala: Acha aap 80 ke 8 lelo
.
.
.
.
.
.
Girl: Thanku,
dedo...
ye huyi na Baat... :p =D
.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Agr ap ko rona aa raha hu tu ap
aaeina dekh lein
ap ki hansi nikal jae gi
mazak k ilawa
by Sabir shah (few years ago!)