Main Love Officer Hu…
Hands Up .
Main Love Officer Hu…
You’r Under Arrest…
Kio K Jitny Pyaray Ap Ho,
Itna Pyara Hona Qanoonan Juram Ha.
Is Liye Ap Ko Meray Dil Main Umar Qaid Ki Saza Di Jati Ha…
Pata Nhi Aesay Messages Loug Mujhay Hi Kio Send Kartay Hain.
Aisi Kia Baat Ha Mujh Main?
I’m So Sweet Na?…
(‘.’)>(‘.’)
<)( /)(>
. /\ /\ Ammi Meri Nazar Tou Utar Dain…
by Mazhar Khan (few years ago!) / 780 views
Similar Jokes
Mrasiyon Ka Baba Mrnay Wala Tha
Us K Gird Sab Khamosh Bethay Thy,
Mahol Sogwaar Tha
Tou 1 Mrasi Bola:
Welay Bethay Aan,
Jidon Tk Baba Mrda Nai Dholki Waja Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhai Aapke Sare Msgs Mai 1 Larki ko Bhejta Hon.
Or Aaj usne pocha k ye pyary pyary msg kn krta he
tmhy.
Mene us ko apka nam btaya lekn usne bht zid ki k
Mujhe uska nmbr b do mene mjborn usko ap ka
nmbr dia he.
Plz plz plz plz uske 7 koi btmizi na krna uska name
he
.
.
.
Shabbo Jamadarni. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik admi aadhi raat ka wqt ek viraan gali se guzar rha tha..
Achank us ne ek makaan ma se baton ki awaaz ati suni,,,
koi shaks dosray shaks se keh rha tha....
"Nhi Nhi Pehly Bazo Kato... Gala baad ma kaat lena"..
itna sunna tha k us ne admi ne dorr laga di...aur seedha police choki pohanch gaya...aur ja kar sari baat batayi...
jab police us admi k sath us makaan pe pohanchi...tau andhr 2 darzi baithhy kaprray kaat rhy thay... :D :D hahaha
by WAQAR (few years ago!)
Ek Baat Batao Aisi Kaunsi Cheez Hai Jiske Phatne Pe Aawaz Nahi Hoti….
.
.
.
.
.
.
.
.
Doodh
Hamesha Non Veg Mat Socho!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladka Ladki Ko Date Pe Restaurant Leke Gaya…
Waiter: Madam Kya Leke Aau
Ladki: Mere Liye To Wo Sabji Wali Roti Le Aao
Waiter: Sorry Madam, Ye Yahan Nahi Milta….
Ladka: Tension Na Le… Yeh Veg Pizza Mang Rahi Hai…
Aur Karlo Gaon Ki Ladki Se Friendship
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by Asim Raza (few years ago!)
Ek chor makaan mein ghussa. Tijori par likha hua tha "daaien button dabao." Jub uss ney woh button dabaya to siren baja aur woh pakra gaya. Adalat mein judge nei us sey poocha, tum apni safaai mein kuch kahna chahtey ho? Chor ney kaha, mein iss sey ziyada nahin kahna chahta key yeh dunya barri dhokey baaz hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija
Hoon zaroor, magar,
Apne ma-baap ke mohabbat ka nathija
by Abdul Sami (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by sana (few years ago!)