Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah
Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain!
Girl:tum aisi-waisi harkat to nahi karoge?
Boy:bilkul nahi!
Girl:to phir rehne do….
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 789 views
Similar Jokes
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati- Jab Maine ache kapde Pehn k Bazar Jata hu
to Sabziwala sabzi mengi deta hai Jab Gande Kapde
pehn k jata hu to sasti
BV- Kal se Katora le k jana
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi: Mere khayal main hamari beti ki kisi Larkay k sath Setting ho gai hai...
Husband: Woh kese?
Biwi: Kyon k woh kafi dino se Balance k Paise nahi maang rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:yar kende ne zindgi 4 dina di ey. banta:aho!
banta:te fer test match kyn 5 dina da honda ey?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zindagi mai kamiyab hony k do asool:
1- Kabhi kisi ko puri baat na batao.
2- ……!!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor my wife is pergnant.She is having pain right now.
Doctor: Is this her first child?
Sardar: No this is her husband speaking
by Pak101.com (few years ago!)
Santa - “Tum is ladki kojaante ho?”
Banta- “Ha,kabhi mai iske saath soya karta tha!”
Santa- “Achaa! kab? kaha?”
Banta- “Jab mai college me padta tha!
angreji ke claas me !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Me dilse dua karta hun k Allah ap ko
imran,
asif,
nasir,
faisal,
masood,
bilal,
sohail
aur wasif de,
8 bache kafi hain ya aur bi mangun
by Sabir shah (few years ago!)
“GEO TO AiSEY”
Shadeed barish Me Bus Stop Pe Log BUS K iNtezar Me Khare They,
1 Faqeer Aya,
Sab Logon Se Bheek Li, Or Taxi krwa K Chala Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:shadi k baad me ap k sare dukh bant lun gi
boy:mujhe ko dukh nai hai.
Girl:me shadi k baad ki baat kar rahi hun.
by Sabir shah (few years ago!)