Meri billi mar gai
santa:Meri billi mar gai
banta:kese mari
santa :Maine use nahala diya tha
banta- nahalne se b kahi billi marti h
banta-Maine nahalane k bad use nichod b tha
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1609 views
Similar Jokes
?1990
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: Doctor hai, mahine ka 20k kamata hai.
2012
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: FACEBOOK pe 4 pages ka admin hai, ek
page ke to 100000+ likes hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
what is the difference
Between a new husband & a new dog?"After a year the dog is still
excited to see u."
by Pak101.com (few years ago!)
Jyotishi Ek Lady Se: Tumhare Pati Ka Bhavishya Jaanna Chahti Ho??
Lady: Nahi Inka Bhavishya To Mere haath Main Hai Filhal Bhootkal Bataiye
by Pak101.com (few years ago!)
3 Charsi Rikshay Main Bethay.
Rikshay Walay Nay Riksha Start Kar K Band Kar Dya
Our Bola: Lo Sahab, Pohanch Gaye.
1 Nay Thanks Bola,
Doosray Nay Paisay Dye,
Our Teesray Nay Driver Ko Thapar Mara.
Driver Samjha Is Ko Pata Chal Gaya.
Laikin 3rd Bola:
Salay Aaj Tou Marwa Hi Deta,
Kitni Taiz Chlata Ha…. :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Purany zamaney ki larki Ka Love letter.
40 k akhrot, 80 k badaam.
Pyaray Sajid ko mera Salam.
Asalam-o-alaikum:
kal aap mere peechay atay atay gir kyun gaye thy? PLEASE Aap meri kahtir CYCLE ahista chalaen, Aap kal peelay Shalwar kameez main bohat BUTIFUL lag rahay thay, waisay to pooray Muhallay may Apsa koi nahi.
Dabay me daba dabay me cake,
Mera Sajid lakhon me aik.
Please please meri khatir guttka khana chor dain,
Aj pan k cabin pe phir se milain ge.
Neeli neeli roshni kamray me band hai,
Main kiya karon mujhe Sajid pasand hai
Apki jan Kosar.
K+S
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police constable to his son
"tumhara result acha nahee aya
Aj sy tumhara khelna & t.v band!"
Son:yeh 50 rupay pakro & mamla yaheen khatam kr
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 road par rush ho gaya to sardar ko dekne ka mauka na mila
sardar bola:hat jao ye mera baap hai
logön ne rasta dia
sardar ne dekha to wo gadha tha.
by Sabir shah (few years ago!)
Taxi mai bethe huye Passenger ne driver se kaha: Mujhe Taxi mai bethne par Eik he bat ki fikar hoti hai woh hain Brakes..
Driver: Apko ghabrane ki zroorat nahi, is mai brakes hain hi nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
1 larka pathan se: Mai agar chahun to saray Pathano ko Jannat
se nikaal kar Jahanum main la sakta hun.
Pathan: Kis tarah yaara?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Pak101.com (few years ago!)