1 hazar wali shadi ka anjam

Wakeel:talaaq karwane k 10 hazar rupee lon ga

husband:pagal ho gae ho 1 hazar me shadi karwai thi

wakeel:dekh liya hai na saste kam ka anjam

by Sabir shah (few years ago!) / 1063 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Girl 2 Sheikh

Girl 2 Sheikh:
Mujhe apni ring de do main ring ko

dekh k tumhay yaad karu gi

Sheikh:

Tum ye soch k muje yaad kr lena k mene ring mangi thi usne nahi di.;-

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Purane waqaton main

Purane waqaton main ur Aaj kal main
Kya faraq hai?
.
Purane waqaton main na bijli hoti thi
Na bijli k bill
.
.
.
.
Aaj kal bijli to hoti nhi pr bijli
Ka bill zaror hota hai

by Mazhar Khan (few years ago!)
Dhishkoon , Dishkoon

Aik Fauji Afsar Sardar Recruit Sey:
Agar Maidan Mein Tumharey Pass
Gholiyan Khatam Ho Jayein To Tum Kya Karo Ghey?

Janab Mein Awazein Nikaloon Gha
Dhishkoon,Dishkoon

by Pak101.com (few years ago!)
pathan in night

1ST PATHAN:
Oye Agar Raat Ko Neend Na Aaye
Tu Kya Kiya Jaye..?

2ND PATHAN:
0 Yara Neend Ka Intzar
Karne Se Tu Behtar Hai
Aadmi So Jaye..:)

by Abdul Hannan (few years ago!)
Funny

Aik bewakoof ne apne dost se kaha : Main ne aaj railway walon ko bohat dhoka dia hai. Dost : acha woh kese ? Bewakoof : woh aise ke main ne wapsi ka tiket to khareed lea hai magar wapis geya hi nahin...

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Bhaisahab time kya hua?

Santa: Bhaisahab time kya hua?
Man: Sham ke 6 baje hain!
Santa: Sala, subah se pooch raha hoon, sab alag alag time bata rahe hain.

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Doctor Ke Paas

Sardar Doctor Ke Paas Gaya,Doctor: Tum Duniya Ke Pehle Aadmi Ho Jo Pregnant Ho.Sardar Rote Hue: Main Logo Ko Kya Muh Dikhaunga, Meri To Abhi Shadi Bhi Nahi Hui.

by Pak101.com (few years ago!)
pathan in school

Ek Pathan ka School mai New Admission Huwa:

Teacher: Batao Allama Iqbal kon hain?



Pathan: Hum ko kya Pata Kon hai?
Aaj He To Hum Aaya Hai.

by Abdul Hannan (few years ago!)
happy puttar day

Happy Puttar day!
Is din hr baap ko apne
Puttar ki yad ati ha.
Is liy mjhe b tumari yad
i Ab ye sms mjhe hi send
kr k abu k sath begerti na
krna,
MIss U beta.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Maalik Naukar say

Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas aanay main

2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?


Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam karna ..

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Galti ho gayi..

Hik sardar ek ladki de naal ..

1 sardar apne bhai ko mar ra..

1 Pathan Ki Cycle Chori Hogai

Girl's Wish For Life Partner

“JO” DAR GAYA, “WO” MAR GAYA”

Aaj mairi Unse Larayi Hogayi

dost ki kabar

Ek Pathaan Tableeghi Jamaat ..

England Mother

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook