Kaam Jisse Mera Sar Uncha Ho
Papa: Aaj tak tune aisa koi kam nhi kiya jisse mera sar uncha hua ho
Beta: Maine ek bar aapke sar k neeche 2 takiye lagaye to the
by Pak101.com (few years ago!) / 1199 views
Similar Jokes
Insaan Apni Zindgi Mein Sab Se Zyaada Maafi Kis Se Maangta Hai?
Bhagwan Se?
No
Boss Se?
No
Wife Se?
No
Phir??
“Bhikaari Se”
“Maaf Karo Baba, Chutte Nahi Hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Tum shadi shuda ho?
Pathan: Han, humara aurat say shadi hua ha
Sardar: Bewakuf, to kia mard se b shadi hoti ha
Pathan:Han humara bahen ka hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai…
Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi????
Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:what do you call a person who keeps on talking when people are no longer?:-)
student:a teacher
by Sabir shah (few years ago!)
Aik sardar ne apne boss ko sms kia keh wo bemar hai
boss replys"\’jab main bemar tha to main ne apni biwi ko kiss kia tha to main theek ho gia tha tum b try karo\’
2 hours later sardar boss ko dobara sms karta hai keh \’your wife was very sweet\’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik din mula naseer uddin ne chaha kAkhroot toor kar khaein
Onhoon ne akhroot par pathar mara Tu woh uchal kar ghaib ho geya
Mula muskura kar bole Har cheezMaut se Bhagti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj
nahin aaya,
kaha na kabhi kabhi aata hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Arz kiya hai...
Baith kar mehbuba ki bahon me aisa josh aaya..
wah ! wah !
wah ! wah
phirrr..?
phir kya!
Biwi ne dekh liya or i.c.u me hosh aaya
by Pak101.com (few years ago!)
Manager: Sorry, but I can't give u a job. I don't have any more work.
Santa: That's all right, sir. In fact I'm just the right person in this case. You see, I won't ask you to give me work anyway!!
by Pak101.com (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Pak101.com (few years ago!)