U S A: Hamare DOG Football khelte hai?
U S A: Hamare DOG Football khelte hai?
.
.
.
.
JAPAN: Hamari FISH dance Karti hai?
.
.
.
.
.
CHINA: Hamare HATHI cycle chalate hai?
.
.
.
.
.
.
.
PAKISTANI: HAMARE GADHE DESH CHALATE h :P
by Pak101.com (few years ago!) / 937 views
Similar Jokes
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai? Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book
by Pak101.com (few years ago!)
Bahut der k baad train chali.Muslim bola_ya Ali ! Hindu bola_ jai bajrang bali.Ek sardar bola_kya Ali,Kya
Bali?Ullu k pattho, Train to baju wali Chali
by Pak101.com (few years ago!)
Pessenger :Agr Sub Trains Late Hon To Time Table Ka Kya Faida ?..
Phatan :Agr Sb Trains Waqt Per Hon To Waiting Room Ka Kya Faida . .;p
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan.
Agr mere Hath Me hukumat ho to Me MULK ki Tqdeer badaL don.
Wife:
Tum pehle Apni Shalwar to badal Lo, Subha se meri Shalwar pehn k ghom rahay ho
by Abdul Hannan (few years ago!)
GOLU: Tum bheek Q mangte ho kuch kaam kyon nahi karte
Bhikari: Sahab kaam to tabhi karu jab is dhandey se fursat mille
by Pak101.com (few years ago!)
girl (pyar se): tum muze bhulna mat.
boy: are tum jaisi panoti ko bhulega bhi kaun!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Oye Tu Ladki Dekh Aaya? Kaisi Hai?
Banta : Rang Se Kali Hai or Kaan Se Kam Sunti Hai.. . .
Santa : Zara English Me Bta . . .
Banta : 'BLACK-BERRY' Hai...
by Mazhar Khan (few years ago!)
An Excellent Road sentence Written In National Highway:
.
.
"Go Slow,
Unless U Have An Urgent Appointment With God"..!
by Pak101.com (few years ago!)
3 chezian hyn, jin ke wja se insan "JANAT" mey dakhil nai ho sakta. 1: "SHIRK" KRNy wala 2: "SALAM" mey pehal na KRNy wala 3: "CYCLE" pe mohr lagane wala
by Abdul Sami (few years ago!)
Beggar: Sahib, 10 rupe de do. Coffee pini hai.
Sahib: Par coffee ka cup to 5 rupe ka milta hai.
Beggar: Sahib, sath girlfriend bhi hai.
Funny Sahib: Beggar ho ke girlfriend bna li.
Funny Beggar: Nahi Sahib, girlfriend ne beggar bna diya.
by Pak101.com (few years ago!)