Allama Iqbal ne prinday
Allama Iqbal ne prinday se Pucha k
Tumeh Asman se girney ka nahen ha dar?
Parinday ne Kaha k Iqbal Yar Tere Meharbani Inna
Na Sochia Kar
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 848 views
Similar Jokes
Salesman:Sir,Ap Cockroch K Liye Powder Loge Kya?
Sardar :Cokroach Ko Itna Laad Pyar Nai Karte Aaj Powder Denge To Kal Sala Lipstick Mangega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Premi to premika- "Darling mujhe tumhari aankhon
me saari duniya dikhai deti hai.."
Peeche se ek budhha bola- "Hamari gaiyya nahi mil
rahi.. Dikhe to batai.."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 patan ne jali note banaya orr Quaid-e-azam ki
topi bhol gaya
Jab dukandar ko dia tou dukandar ne kaha:
Iski tou topi nahi hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-e-azam lala ki garmion ki tasveer hay…
=P;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Ne Sardar Se Haath Milate Huay Us K Haath Per Kharish Ki
Sardar Bola: Khan Sahab Hum Aisa Nahi Hy…!
Pathan: O’Yara!
Pochna To Humara Farz Hy Na!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek chote bacche ne apani pregnant mummy se pucha : Isme kya hai?
Mummy : Issme pyara sa Baby hai.
Baccha : Itna pyara tha to khaya kyu ussko?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Koi aisa Karobaar bata jis me zyada Munaafa ho?
Banta: Aisa kar Sardiyo me sasti Baraf le Kar Garmiyon Me Bech de
by Pak101.com (few years ago!)
Friend: Sardar Ji Tum ne apni Bewi ko talaq kion de di?
.
Sardar: Yar asal mai uska character boht kharab tha.
Shadi mujh se ki thi owr bachay Bagwaan se mang rahi thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Faqeer: ALLAh k nam par ek rupiya do
Dokandar: Baba kal ana ,
Faqeer: Es kal kal ke chakar me
Es Market me mere Lakhon rupay phanse howe hain :8
by Mazhar Khan (few years ago!)
Me phoolon wali razai lekar so raha tha
aaye ajnabi
kambakhat koi rat ko phoolon ko pani de gia.
by Sabir shah (few years ago!)
Bap:beta!agar tum mehnat karo ge to tumhari shohrat dunya ke charo
kono main pehl jaye gi...Beta:lekin master sahab to keh rehy the ke zamin gol
hay
by Abdul Basit (few years ago!)