Funny shairy
Us ne kaha k mere ishaq me fanaa ho jaao
faraz
me ne kaha mere pepar hone wala hai dafa ho jao.
by Sabir shah (few years ago!) / 1381 views
Similar Jokes
Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata
by Pak101.com (few years ago!)
8 yrs boy Ladka - "1 bidi ka bundle dena."
Dukandar - "Kya re iss Umar me hi Bidi pine laga."
Boy - "Nahi Ye mere Chote Bhai ke liye hai Mujhe
1 Paket Willes dedo.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Apni Naraz GF ko manane k bad Ladka Pyar se bola:
Jaan,kaho to Tumhare liye chand tare tod lau
Ladki halki c Muskurai OR boli
Phir Haramipan Shuru.
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh Saab Hajj Pe Gaye
Aur Dua Mangne Lagay.
“Ya Allah!
Mere Saray Gunah Muaf Kar Dae
Ya Fair Mera 3 Lakh Wapis Karde
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai.
Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher:
Now, Tell Me Frankly, Do You Say Prayers Before Eating?
Pathan:
No Sir, I Don't Have To,
My Mom Is A Good Cook
by Abdul Hannan (few years ago!)
Question: Pathan aur Gadhay main konsi 2 cheezen same hain?
Answer: Dono Bachpan main Khob Soorat hotay hain, aur Baray ho kar Transport ka kaam karte hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pakistan ki Nojwan Nasal k bigrne ki wja?
.
.
Mobile??
media?
Internet?
nhi
Matric ki Urdu ki Ghazlen;-)
Ache se Ache Bachay ko Aashiq Bana deti hain:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bacha exams mai fail ho gaya aur ghar aa kar zor zor se rone laga.
Baap ne us ko chup karwate hue kaha: Beta, sabr karo, tumhari qismat mai yahi likha tha.
Bacha (jaldi se) : Jee Papa, yeh to acha hua ke mai ne sara saal kuch nahi parha,warna sari mehnat zaya ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Kunwari ladki ko bachcha ho gaya . uske baap ne poocha yeh bachcha kis ka hian
ladki : Papa missed call to sab marte the pata nahi kiss ki recieve ho gayi
by Pak101.com (few years ago!)