Shama Chahta Hon
HINDU ja raha tha Pathan say takar ho gy
HINDU: Me shama chahata hun
Pathan: Shama ko hum bhi chahta hai lekin Uska baap nahi manta. :(
by Pak101.com (few years ago!) / 912 views
Similar Jokes
Lady to Doctor:
Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gaya Hai.
Doctor:I Can't Understand Urdu, Talk to Me In English.
Lady: My Londa Gironda from Hero-Honda.
by Pak101.com (few years ago!)
Funny sardar
Sardar 1 ghar k nichay
khara “susu” kar raha tha,
Upar say 1 Lady boli
nazer nai a raha, diwaar hai?
Sardar: bola thora side say ho k dekho, nazr aa jaye ga
by Pak101.com (few years ago!)
A couple drove down a country road for several miles, not saying a word. An earlier discussion had led to an argument and neither of them wanted to concede their position. As they passed a barnyard of ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 bacha darwaze ki bell bajane ki koshish kar raha tha
1 bazurg ne dekha aur bell baja di or bole beta aur kuch?
Bacha:baba jee honr nassoooo
by Sabir shah (few years ago!)
Boy: Mey 4 yrs ka hun, or tum?
Girl: Mey b 4 yrs ki hun
Boy: To phir chal na, sharmana kya?
Girl(sharmate hoie): kahan?
Boy: Polio k qatry peeney…
by Pak101.com (few years ago!)
Khoon se likh diya har diwar pe Uska Naam,
Khoon se likh diya har diwar pe Uska Naam,
Aur fir tod di har diwar jis pe likha tha uska naam,
Kyon Kia.
.
.
SPELLING MISTAKE THI
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
Sirdar Jee Ki Biwi - Funny-jokes
Sirdar jee yar dostoun k saath apnay ghar maen baithay houay thay aur unki biwi apni friends k saath holidays per ja rahi thee aur packing ker rahi thee. biwi ki taraf daikhtay houay apnay yaaroun ko kehnay lagay" meri biwi kitni bholi hai. usko pata bhee hai k maen ous k saath nahi ja raha phir bhee wo condom pack ker rahi hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma.
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Lafz lafz likhon teri tareef mai,
.
.
.
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Kafi hain ya aur likhon?
by Mazhar Khan (few years ago!)