Agar 3 Din Tak Subha Nend Se
Agar 3 Din Tak Subha Nend Se
Jaag Kar Kangha Na Kia Jae
T0
Hair Style
"Rehman Malik"
Jesa Ho Jata Hai..
"Veena Returns"... ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 859 views
Similar Jokes
Principal:School ka time 8 baje ka tha or tum 9 baje aa rahe ho?
Small cute student:
.
... .
.
.
.
.
Sir aap na mera intezar na kiya karo,
school shuru kar diya karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki Biwi ka rang kala tha
Biwi ne Red Colour ki sarhi pehni or Sardar se pucha
Me kesi lag rhi hn
Sardar muskuraty huwy bikul CHRIS GAYLE
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GF-Me Tumre Leters K Stamp Tickts Ko KISS Krti Hu,Unhe Tumhre Lips Ne Chua Hoga
BF-Pr Me To Unhe Apne Kut.te Ki Naak Se Gila Kr K Chipkata Tha:
by Pak101.com (few years ago!)
1 boy to another:
Yaar tum ne kabhi koi larki phansai hai?
2nd boy!
Yaar larki main ne phansa leni thi pr tum logon ne ye mohalla hi chor diya…! Hahahaha
by Pak101.com (few years ago!)
Husband to wife: Did you have any boyfriend before our marriage?
Wife remained silent for some time…
Husband: mai es khamoshi ko kia samjhon??
Wife: Abhy gin ne tu dey..:)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GIRLs Two Types ki hoti hai
1= Boring - Jo dhoop wale din chatri le ke jati hain.
2=Intresting - Jo barish k din jaan boojh k chatri ghar bhool jati hain..;-P
by Pak101.com (few years ago!)
Master: Duniya Gol Hai.
Student: Aap Kehtay Hain
To Maan Leta Hon.
.
.
.
Warna Papa Kehtay Hain K.
Duniya Barri "KUTTI CHEEZ" Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa sardi lagne se kamp raha tha. Uska beta doctor ko phone karta hai.
Doctor: Kya hua?
Son: Bimari ka to pata nahin par bapu subha se vibration mode pe laga hai.
by Pak101.com (few years ago!)
husband: are munne ko samjhao ,zid kr raha hai ki gadhe per bethunga...
wife: to kya hua bcha hi to hai,
zara si der ke liye bhitha kun nahi lete..
by Pak101.com (few years ago!)
Yaad hai ham pehle kahan milte the……
train ruki, khidki khuli,
nazro se nazre mili aur aapne kahan,…..
ALLAH KE NAAM PE KUCH DE DE BABA!!!!!!
by Pak101.com (few years ago!)