Saala is kal-kal ke chakkar mein
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 837 views
Similar Jokes
Eik charsi nay doston ki dawat ka program banaya,
aur apnay ghar say raat ko bakra chori kia,
Aur khoob dawat ki,
subha jab ghar poncha to bakra ghar main tha, bivi say pocha bakra kahan say aya?
Bivi boli bakray ko goli maro!!
yeh batao raat ko tum kuttay ko kahan lay kar gay thay
by Zia Rasool (few years ago!)
Aj Maine 1 Jaan Bachai
Pucho Kaise?
Bhikhari Ko Pucha:
1000 Ka Note Du To Kya Karega?
Bola:Khushi Se Mar Jaunga
Maine Nahi Diya
by Pak101.com (few years ago!)
Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!
Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke Messages.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek shehri babu ek gaon ke mollad se rasta bujhan lagya.
Mollad bolya, "Nu kar tu yahan te khabhe ne ho liye aur aage jakke sajje ne."
Babu bolya, "Bhai sahab mein ap se aap aap karkey baat kar raha hun aur aap mujjey tu tu bool rahey ho.
Mollad bollya, "Pher ke tanne bapu bolun?"
by Pak101.com (few years ago!)
im at the police station.The police caught me & filed a case against me "possession of good looks".i'm doomed! i need someone ugly 2 bail me out-so hurry up!
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan Ka Promotion Inspector
Se DSP Ho Gaya, Ghar A Kar Wife Ko Aise Andaz Se Bataya, K Wife Behosh
?
?
.
.
?
Bola:
Aaj Se Tu DSP K 7 Soegi.
by Pak101.com (few years ago!)
Techer Sardar Say: "Koi Aisa Jumla Banao Jis Mein "Magar" 2 Dafa Istemaal Hua Ho
Sardar: "Wo Merey Aagey Chal Rahi Thi Aur Mein Us Ke Magar Magar".
by Jawad Ali Mirza (few years ago!)
Sardar USA mein tha 1
building mein aag lag gae
Sardar fire fighter se:
tum logo ko nechey phainko
... main catch karon ga.
Pehle 1 larka aya
phir 1 larki
phir admi
phir aurat
Sardar ne sab ko pakar liya
Phir 1 habshi aya to
Sardar ne chor diya aur bola
o kanjro jehray sarr gaye
ne o te na sutto...
by Pak101.com (few years ago!)
JATT: Tumhe rajput kyon kehte hain?
RAJPUT: Hum apni baat pe jaan de dete hain,
aur tumhe JATT q kehte hain ?
JATT : QK hum bat bat pe jan le lete hain ;-)
by nadeem (few years ago!)
Sunehri Baatein
Zindagi Mein 2 Baaten Hamesha Yaad Rakhna
1) Hawa Chalti Hy Tou
Pattey Hiltey Hyn
2) Aur Nahi Chalti Tou
Nahi Hiltey ...
by Pak101.com (few years ago!)