Don'T Have Brains
Gujarati Babu aur Hindi Babu Jurassic Park movie
dekhne jate hain.
Dinosaurs screen ke paas aa raha tha. Gujarati
Babu darke seat ke neech chhup gayi.
Hindi Babu: Kyon Gujarati Babu, kya baat hai? Dar
kyon lag rahi hai. Cinema hi to hai.
Gujarati Babu: Mein Insan hoon aur akkal hai, pata
hai ki cinema hai. Lekin voh to janwar hai, usko kya
pata?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 712 views
Similar Jokes
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aj ki taza tareen news .
..
.
.
.
.
.
.
.
.
News pepar pe ho gi parh lena aur mujhe bi btana.
by Sabir shah (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
.
.
.
.
... .
.
.2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Lebrary me bahut khamoshi thi k achanak se aik punjabi ne zoor se paad maar dia
teacher:ye kia hai?
Punjabi:khamoshi ka bycot
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan Ki Apny Bap Se Larai Ho Gai,
Pathan Ne Gusy Me Apny Bap Ki
Tasveer Uthai Aur Kabrstan Me Latka Di,
Aur Neechy Likh Dia?“Coming Soon”.
by Pak101.com (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by inayat khan (few years ago!)
ek buzurg kisi kay ghar tashreef lay gaee sara khandan baba jee pas jama thaa ksi nay shan main gustakhi kar di. theek 10 mint bad sara khandan andha ho gaya aur zoor zoor say ronay aur chillany laga, baba jee hamain maaf kar do hum par raham karoo atnay main baba je uthayy aur joti uthai aur sub ko ek ek lagaee aur farmaya...
.
.
.
kambakhto light chali gaee.
by Hader Maher (few years ago!)
BV:
Kya Kr Rhy Ho?
SHOHR:
Makiyan Maar Rha Hun.
BV:
Kitni Maar Lin?
SHOHR:
3 Female,
Or2 Male.
BV:
Male FemaleKa KesyPata Chala?
SHOHR:
3 Sheshy K SamnyBeti Ti,
Or2 NaswarPar.
by A. Sami (few years ago!)
Munna: Bolay to apun ko tera operation dobara karna paray ga.
Patient: Kyun???
Munna: Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Tum Shadi Shuda Ho?
Pathan:
Han, Humara Aurat Say Shadi Hua Ha
Sardar:
Bewakuf, To Kia Mard Se B Shadi Hoti Ha
Pathan:
Han Humara Bahen Ka Hua Ha.
by Pak101.com (few years ago!)