Agar tumhe kuch ho gaya to
Husband: Agar tumhe kuch ho gaya to mein pagal ho jaaunga.
Wife: Doosri shaadi to nahin karogey na ?
Husband: Pagal ka kya hai, o kuch bhi kar sakta hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1035 views
Similar Jokes
KG vs UNI*
*k.G=pencil,rubber, sharpener, scale…….
*UNI:Ek balpen wo b frnds se cheena hua:-)
…
*k.G: class me enter h0ny se phly Ma’am may i come….
*UNI:bina btae he mobile kan se lga k cls se bhr:-P
*k.g: bag me hr sbjct ki buk & copy…..
*UNI: yar aik paper to phar
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy : hii
Girl : what
Boy : how are u?
Girl : do I know u?
Boy : I\’m Rich…
……Girl : Oh!!, I\’m layla 18 years old ! do u wanna go out ???
and btw I like ur hair =)
Boy : my name is Rich , and yours ??
Girl : sorry I don\’t talk 2 boys … =P ;->
by nadeem (few years ago!)
Santa: Kal Papa Kuwe Me Gir Gaye Bahut Chot Lagi,Bahut Chilla Rahe The
Banta: Ab Kaise He?
Santa: Teek Honge
Kal Se Kue Se Koi Awaz Nahi Ayi
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna ha
by Pak101.com (few years ago!)
khaali haat aap aaye the huzoor
khaali haat aap jaayenge zaroor
hamein sms na kar ke
kitne chillar bachayenge huzoor
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Angrez ko raat me bahut machhar kaat rahe the...
Usne gusse me aake saari light band kardi.
tabhi room ek jugnu aaya.
Angrez: Ohhhh no!!! India ka macchar sala ab torch leke dhund raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi par admi ne apni dulhan ko gulab ka phool dia
dulhan:mujhe ye nai chahye koi sone ki cheez do
admi:ye lo sarhana aur so jao
by Sabir shah (few years ago!)
pappu 16 bachon aur bv k sath dost k ghar daawat pe gya.
dost ne itni bari family dekh kr gussay se kaha: haya nai aayi?
pappu: nahin aaj uska exam hai.
by Nilesh Kumar (few years ago!)
Ek ladka bhagte hue ek ladki ke pas gaya aur bola .
“mai tumse dosti karna chahta hu”, ……
.
.
.
.
.
. …..
.
.
Ladki boli : “to hamari dushmani kab thi BHAAIIIYYAA” . . ..
.
Ladka shocks… Ladki rocks
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)