Na cheeno mere mulk ki
Na cheeno mere mulk ki larkiyoo se Mobile ki service "REHMÄÑ MÄLIK"
.
.
.
.
.
.
.
Ek yahi to kam hai jis ki waja se wo gar k kam waqt se pehly kr leti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 511 views
Similar Jokes
PATHAN Scientist Ne Tajarbe Mein Makkhi Ke Par Kaat Ker Kaha:
Urr Ja
Makkhi Nahi Urri
PATHAN Bola: Is Tajarbe Se Sabit Hua Ke Makkhi Ke Par Kaatne Se Makkhi
Sun Nahi Sakti.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Thappar Maarnay par NaraZ Wife se Husband bola:
Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai.
Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur Boli Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
a worried man to psychologist
my wife treats me as if iam dog
dr. does she abuse u, hits u or strave u?
man; no no worse she wants me to b faith ful
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki maut bijli girnay say hui
par uski laash muskuratay hue mili
baghwan ne pucha aisa kyun?
toh sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya
ae”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: yaar ye bata is duniya me kitne desh hai?
Banta:are pagal is duniya me ek hi to desh he jiska naam india hai or baki to videsh h:
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha Ghar Se Maar Kha kr,
Gusse Me School Ja Raha Tha
Ek admi Ne Pucha
Beta Padhte Ho?
Bacha: Nhi School Ki Dress Pehen K
Tere Baap K Barat Mai Ja Raha Hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Pas Jany ka sawal hi paida nahi hota "Faraz"
.
Jab door se dekh leta hon ke books hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Chota sardar: Mummy jab mein raat ko susu karne gaya to bathroom ki light apne aap jal gayi.
Mummy: Oye Khotaya tu fir fridge mein susu kar aaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Mobile Ke Night Plans Ne To Humein,
Bhukha Hi Maar Diya Hai Doston,
Jis Ghar Mein Chori Ke Liye Jaao,
Koi Na Koi Aashiq Jaag Raha Hota Hai.
by Pak101.com (few years ago!)