Dada ji
Dada ji: Puter mere ander sai daant le aa
Pota: Per Dada ji abhe khane ka time nahi hoa
Dada ji: Oh yar wo samne wali buddi ko smile pas kerni
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1058 views
Similar Jokes
Boy:me last time poch raha hun kia tm mujh se shadi karo gi?
Girl:kaha to hai k nai.
Boy:waiter!baji ka bil alehida banana
by Sabir shah (few years ago!)
Bivi: aaj mere tann-mann me aag laga do.
Shohar ne petrol daal k aag laga di.
Moral: jazbaat ka izhaar aasan alfaz mein kren.
Shukriya Rescue 1122
by Pak101.com (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Marwadi Ladka Sindhi Ladki Se Pyaar Karta Tha. Ek Din
Sindhi Ladki Ne Usse Kaha.
Sindhi Ladki: “Jab Papa So Jayenge To Main Gali Mein Sikka Fenkungi, Awaz Sunkar Tum Jaldi Se Andar Aa Jana”
Lekin Ladka Sikka Fenkne Ke Ek Ghante Baad Aaya
Sindhi Ladki Boli: “Tumne Itni Der Kyu Laga Di?”
Marwadi Ladka: “Wo Main Sikka Dhoond Raha Tha”
Sindhi Ladki: “Pagal Wo To Dhaaga Bandh Ke Fenka Tha, Wapis Kheench Liya“
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: Amma thoda sa khana dena
Amma: Abhi khana nahi bana hai
Bhikari: To banane ke baad miscall kar dena
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: sab log kyu bhaag rahe hai?
Banta: yeh race hai. jo jeetega use prize milega
Santa: agar sirf jeetnewaale ko prize milega to itne
log kyu bhaaga rahe hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zarori Ilan!
1st Dec, se bijli bilkul khatam ho jay gi,
1st Dec se tamam log apnay apnay UPS
wapda k kissi bhi office se recharge karwa saktay hain.
Shukria.
by Pak101.com (few years ago!)
Inspector questioning Manager in Govt.Office:Who
accepts bribes in this office?
Manager:How much will you give me for that
information??
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
"Qarz-E-Hasna Kisay Kehte Hain"?
Pathan:
"Jab Qarz Denay Wala Paise Wapis Mangay, Aur Qarz Lene Wala HANS Day, To Usay Qarz-E-Hasna Kehte Hen"!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Qatil Try Karo Ke Umar Qaid Ho
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)