Police: Kuch der me aapko phansi
Police: Kuch der me aapko phansi di jayegi ap ki aakhri khwaish kya hai?
Funny Yoga Guru: Plz muje Yoga position me fansi lagan. Sar Niche aur feet upar karke phansi dena.
by Pak101.com (few years ago!) / 798 views
Similar Jokes
Ek bacha peda hote he nurse se bola : mobile hai kya? Nurse : hai lekin karoge kya? Bacha : kuch nahi woh bus GOD ko miss call kare he k mein puhanch gaya hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Purani Kahawat he ki sote samay tension ko
sath leke nahi sona chahiye Phir bhi log Pata
Nahi kyo Biwi ko sath leke sote ha..
by Pak101.com (few years ago!)
Husband:Tmhari roz roz ki frmaisho se me tang a gya hon is liy khudkushi krne ja raha hon
wife: 1 black saree to dila de
iddat k dino me kya pehongi:
by Pak101.com (few years ago!)
teacher ne bachhe ki copy par note likha kripya bachhe ko nahalakar bheja kare.
bachhe ki mom ne note padne ke bad likha kar bheja bachhe ko padaya kare sungha na kare
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Aadmi Gaon Mein Scooter Par Ja Raha Tha Achanak Petrol Khatam Ho Gaya,
Wahan Se Santa Gujar Raha Tha Aadmi Ne Santa Se Puchha.
Aadmi: “Sardar Ji Aas-Paas Koi Petrol Pump Hai Kya? Mere
Scooter Ka Petrol Khatam Ho Gaya Hai”
Santa Dimag Pe Zor Dal Ke Kuch Soch Ke Bola
Santa: “Is Time Kahan Petrol Pump Dhoodta Phirega, Raat Ka Time Hai Pani Daal Ke Leja,
Scootar Ko Kya Pata Chalega Ki Pani Hai Ya Petrol“
by Pak101.com (few years ago!)
MOMMY To CHILDREN: Jo Meri Baat Manay Ga.
Aur Meray Aagay Kuch Nahi Bolay Ga. Main Usay Gift Dongi.
Chota Bacha: Lo G! Is Tarah To Saray Gifts Abbu Le Jayengy. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi ki takreb main jin a gaya
Sab logon ki jin ko chekh ker chekiannikal gian
Wahan per majod aik samjhdar buzarg ne kha k sab females wazo ker k aian
Jab females wazo ker k ai to jin ki chekian nikal giain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan: Khuda ka lakh lakh sukar
hai k pakistan 13 August ko aazad nai howa..
DOST: (Heran hote hoe) Q.??
Pathan:phir hum 14 August kese manaty!! :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Un-married hone ka sab se bara faida kya hai ??
.
.
Think
.
.
.
.
.
.
Haar mani?
.
.
.
.
Ok i tell u
.
.
.
.
Aap Bed k dono taraf se utar sakte hain.
by Abdul Sami (few years ago!)
A Chinese couple Mr & Miss Hua got twins without
marriage.
What did they named them?
They named them as 'Jo-Hua', 'So-Hua'
by Tanveer Hussain (few years ago!)