3 bar lion roar karay
'3 bar lion roar karay to kia hota ha???
??
Tom and Jerry shuru hota hai :....'
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1014 views
Similar Jokes
Aik Pathan AdMi SamAndAr Me Dob GayA,Is Ne DUA ki YA ALLAH Mujhe NikAL De Me Teri Rah Me Aik ChAwAL Ki Degh Don Ga,To Aik LEHAR ne Isko BahAr NikAL DiyA,Is Ne BahAr a kAr KahA: KON SI DEGH?
ForAn 1 LEHAR Aai Or Isko WAPIS le Gai,
TO is ne Kaha: YA ALLAH meNe TO ye PUCHA thA KON si Deg MITHEE ya NAMKIN
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Har taraf padhai ka saya hai
Kitabo main sukh kisne paya hai
Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne
Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai ladka padhne aya hai…
by Pak101.com (few years ago!)
wife:mujhe kahi mehangi jagah le kar chalo
husband:chalo petrol pump chalte hai
by Pak101.com (few years ago!)
Boyfriend Ne Girlfriend Ke Purse Mein Se Mobile Phone Nikala Aur Socha Ki Chalo Check Karta Hun Ki Isne Mera Number Kis Naam Se Save Kiya Hai
Aur Jab Usne Apna Number Dial Kiya To Jo Naam Screen Pe Aya Usko Dekh Ke To Bechare Ke Hosh Hi Udd Gaye,
Likha Tha, Recharge Wale Bhaiya.
by Pak101.com (few years ago!)
CHHOTU - Sab log mujhe GOD samajhne lage hai
MOTU - Tuhe kaise pata?
CHHOTU - Aaj main park gaya to sab kehne lage - Oh god, yahan bhi pahunch gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan me kash itni bijli aa jae
faraz
hum apne mobile pe dekh len "battery full"
by Sabir shah (few years ago!)
Arz Kia Hy
Dor Se Dekha To Bus Khari Thi
Dor Se Dekha To Bus Khari Thi
Pas Ja K Dekha To..
BUS HI KHARI THI
Yahooo!
Apni Nazr To Bari Taez Hy YAR.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ishq k Jazbat Ko Khudkashi Karni Pari
Panchiyon Ko Par Jala K Roshni Karni Pari
Ek Bachi Ki Bewafai Ko Bhulane K Liye
Jane Kitni Bachiyun Se Dosti Karni Pari. :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Eik sheikh road se Guzar raha tha achanak usne jhuk kar road se kuch uthaya
aur zor se chillaya,
“KAMINE LoG Potti bi aise karte hain jese koi Samosa Para ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jyotish ladke ke haath dekhkar bola
“Beta tum bahut padhoge”
Ladka : Saale padh to mein 3 saal se raha hu, ye bata paas kab hounga???
by Pak101.com (few years ago!)