Arz kia hai
Arz Kia Hy
Dor Se Dekha To Bus Khari Thi
Dor Se Dekha To Bus Khari Thi
Pas Ja K Dekha To..
BUS HI KHARI THI
Yahooo!
Apni Nazr To Bari Taez Hy YAR.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 919 views
Similar Jokes
Urdu ke liye 1 dabayye, English ke liye 2 dabayye.
.
.
.
.
.
.
.
Saala ye to Hindi bolne wale ke sath nainsafi hai..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ae RABB hamare W0 Tamam Gunaah Muaaf Farma.!
jinKi Wajah Sy hamari Shadi RUKI Huwi Ha :-)
(Aameen)
Note :shadi shuda Afraad “RUKI
” Nikaal K Parhen.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
wife : ” Ghar nahi aa sakti..” Car ka stearing, gear, break sab chori ho gaya hai..” . .
After 1hour, SHe calls back : “Aa rahi hu, galti se pichli seat pe baith gayi thi..”
by tanveer hussain (few years ago!)
Santa:- Yaar ye Auratein Sharab Se Nafrat Q karti hai
Banta:- Q k sharab Pine k bhad
Chuhe Jaisa Pati b Sher Ban jata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Q: What do women and cars have in common?
A: They can both drive you crazy.
by @irha@ (few years ago!)
Tom : Sale ! 1 laat marunga Mumbai ja k girega !
John : Mein marunga to America me girega !
Santa : Bhai mujhe dhire se 1 LAAT maro….Meko paas k gaon jana hai .. !!! Santa Rocks
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor apna pehla operation
Mukamal kerne ke baad operation
theater se bahir aya
Aur
ooper daikhte hoe bola:
.
.
.
.
” YA ALLAH ! mera Pehla TOHFA Qabool ker”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
PAPPU:
Papa G,
Maa K Aansuon Or Biwi K Aansoun Mai Kiya Farq Hai..?
Father:
Maa K Aansu Dil Par Asar Karte Hai
Aur
Biwi K Aansu Jaib Pe..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ik pathan apne kandhe pe tota bitha kr ja raha tha,
rastey me 1 admi ne rok k pucha
bhae ye konsa janwar hai
tota bola: pathan hai saala
by Nilesh Kumar (few years ago!)
Aik Aadmi Apne Dost Ki Qabar Par
Phool Daal Raha Hota Hai
Aur Brabar Men Bhi
Aik Aadmi Apne Dost Ki Qabar Par
Chawal Daal Raha Hota He
Pehla Aadmi : Ye Tumhara Dost Phool Sunghne Kab Uthe Ga?
Doosra : Jab Tumhara Dost Chawal Khane Uthe Ga
by Pak101.com (few years ago!)