Pakistani awam ki khawaish
Pakistan me kash itni bijli aa jae
faraz
hum apne mobile pe dekh len "battery full"
by Sabir shah (few years ago!) / 533 views
Similar Jokes
Sardar was busy removing a wheel from his auto.
A man asks sardar why are you removing a wheel from your auto.
sardar : Cant you read the board. Parking is only for 2 wheeler.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Aapko pata hai sharab peena haanikaarak hai…. aur is baarey main mujhe aapse baith kar baat karni hai.
Patient: Theek hai doctor, Sham ko chandni bar mein milte hain wahan baithte hain……
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN naqli note lekar shop pr surf lene gaya,
SHOP KEEPER: is mein quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN:topi meili pari hai usi k liye to surf lene aya hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Babbu maan's.... Aj din paper da, ajj padhna paina,
Degree nal paya panga poora krna paina.., tusi pass
krdeo thonu fark ni paina, je fail hogya mera kakh
ne rehna
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Cricket Khel Kar Aya,
Dost:
Kitnay Runs Banay?
Sardar:
Triple Century Hone Me 299 Run Baqi Thay,
Kanjar Ne Out Kar Dia!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa hospital mein ek nurse se kehta hai i love u,tumne mera dil chura liya,Nurse Sharmakar:chal juthe dil ko to haath bhi nahi lagaya humne to kidney churayi hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Ye Bacha Tmara Kia Lagta Hy?
Pathan: Ye Hmara Dooor Ka Sagga Bhai Hy
Srdar: Dooor Ka.Saga Bhai? Me Samja Nai
Pathan:Is K Or Mere Drmiyan
13 Behen Bhai Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Mein Pee Kar Nahi Behakta, Usey Dekh Kar Behakta Hoon,,
.
.
.
.,
Itna Bta. Sharab Haram Hui Ya WO?
Ammi ka jawab :
Sharab Haram he, aur wo
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ques: Agar dunia mai bejli nahi hoti tu TV kesay
daikhty?
.
Pathan: Mom-batti jala ke !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ko dost ne khanay pe bulaya.
Pathan jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewaqoof banaya tumko.
Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”
by Tanveer Hussain (few years ago!)