Double sawari pay bohat sakht

'Double sawari pay bohat sakht pabandi hay
faraz

bach gaye to jholay lal :-....'

by Mazhar Khan (few years ago!) / 948 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

School ka time 8 baje

Principal:School ka time 8 baje ka tha or tum 9 baje aa rahe ho?

Small cute student:
.
... .
.
.
.
.
Sir aap na mera intezar na kiya karo,
school shuru kar diya karo.

by Pak101.com (few years ago!)
Ham Kya Mar Gaye The?

Ek Murgi Ne Baaj Se Shadi Kar Li, Shadi Ke Baad Ek Murge Ne Murgi Se Kaha,
Murga: “Ham Kya Mar Gaye The Jo Tune Ek Baaj Se Shadi Kar Li? ”
Murgi Mayusi Se Boli: “Shadi To Main Tumse Hi Karna Chahti Thi, Par Pita Ji Ki Jidd Thi Ki Ladka Airforce Mein Ho“

by Pak101.com (few years ago!)
Class Mein Nayi Aayi

Class Mein Nayi Aayi Teacher Sab Bachhon Se Unke Baare Mein Sawal Kar Rahi Thi.

Pappu Ki Baari Aayi To Teacher Ne Puchha.

Teacher: “Tumhare Parents Kya Karte Hai?”

Pappu: “Madam Ji Pata Nahi, Hum To Jaldi So Jaate Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
bhai behen bichadne ka kya

bhai behen bichadne ka kya hua anjaam ??

Dnt say wah wah Plz feel the pain ... (o_O )

bhai behen bichadne ka kya hua anjam ??

MUNNA bana MBBS aur MUNNI hui badnaam

by Pak101.com (few years ago!)
Three Sardars To A Picnic

3 Sardar picnic par samose leke jaate hain. Vo pepsi le jana bhool jate hain. chote sardar ko pepsi lene ke liye bheja jaata hain .vo is shart par jata hai ki uske aane tak koi samose na khaye.

Sardar ko gaye 1 din ho jaate hai 2 din 3 din 4th day 2no sardar samose khane ke liye haath badate hai ki chota sardar ped ke piche se nikalta he oye!! Tum samose khaoge to nahin jaunga.

by Pak101.com (few years ago!)
BE - ALERT

BE - ALERT

KOI BHI
KUCH BHI
KHAANEY KO DEY

MAT-KHAANA

IDHAR - UDHAR
NIGAH - RAKHNA
Kyu - K


Kyu-K

CITY-GOVT NE
KUTTA MAAR MOHIM

START KAR DI HAI...

by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor owr Allah ko

Doctor owr Allah ko khabi naraz mat karna
Kionke jab Allah naraz hota hai, tu wo Doctor ke pas bhej daita hai
Owr jab Doctor naraz hota hai, tu wo Allah ke pas bhej daita hai

by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chota bacha dusre se

Ek chota bacha dusre se: Agar din mein suraj na nikla to kya hoga?

Dusre bache ne jawab diya: Bijli ka bill bhad jayega

by Pak101.com (few years ago!)
Tchr-Batao Kutta Puch Q Hilata Hai?

Tchr-Batao Kutta Puch Q Hilata Hai?

Boy - Q ki Puch Me Itni Taakat Nhi Hoti K Wo Kutte Ko Hila Sake!!

Sidhi Baat
No Bakvas..
Clear hai!!;-)

by Pak101.com (few years ago!)
MohaBat ki saZa

Us ne kaha,
MjhE MohaBat ki saZa do.

MeNe Jaa kr sb kuch uski Ammi ko Bata dya.
YaaHoO
/(",)/
) (
_/ /_ JhaRoO Se Piti KAMINI,

by Mazhar Khan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Pathan

Jail ko Hawalaat kiun kehte ..

1 Larka Doosre Larke Se

Sardar ki wife romantic mood..

Attitude Of A Student

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Aik pathan airport sy bahir ..

Sardar (Larki ko chertay hoe)

Santa bakri leker bus me cha..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook