MohaBat ki saZa
Us ne kaha,
MjhE MohaBat ki saZa do.
MeNe Jaa kr sb kuch uski Ammi ko Bata dya.
YaaHoO
/(",)/
) (
_/ /_ JhaRoO Se Piti KAMINI,
by Mazhar Khan (few years ago!) / 901 views
Similar Jokes
Sheikh 2 worker:Tumne is saal
Mehnat se kam kia,
Islie 5000 ka Bonus
Cheque de raha Hu,
Agar isi Tara kam karo ge to agle sal ispar sign kardunga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap:sharab,cigratte,larkian ye sub tumhari jan k dushaman hain
beta:jo shakhs apne dusman se bhag jae wo mard nai hota.
by Sabir shah (few years ago!)
Hurry up. fill in the blanks with
"HAAN" or "NAHI"
1.__________main insan nahi hu
2.__________main hi bewakuf hu
3.__________mera koi ilaaj nahi
4.__________main pagal hi hu
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Me naya FM Radio laya hun ye chalata bahut achha hai
Santa: Abe ghonchu, mujhe bewakoof mat bana, ye chalega kaise iske to panv hi nahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna:e sarcit ek bata agar bhains ko akal aa jaye to kya hoga?
sarcit:simple h bhai wo khud doodh me pani milana shuru kar degi.
by Pak101.com (few years ago!)
CIRCUIT: Oye Short Circuit yeh light bulb pe baap ka naam kya likh raha hai?
SHORT CIRCUIT: Apun baap ka naam roshan kar rehle hai
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Janu! Kash aap message hotay, main ap ko save karti, jab chahe parhti
Husband: Kanjoos, save hi kar k rakhti ya apnikisi saheli ko forward bhi karti?
by Pak101.com (few years ago!)