Husband aur Wife
Husband aur
Wife Hotel me gaye tabhi 1 Lady ne
Hello kiya, Wife nay pocha, Koun Thi
Wo? Husband:- Tum dimagh kharab
mat karo, main pehle hi pareshan
hun k woh bhi Yehi pochay gi
by Åkásh khãñ (few years ago!) / 760 views
Similar Jokes
Girl:
Tum itny chotay ho meri Jawani ka Bojh kaisy uthao gay,
Child:
Janu manta hun k CHUHA Bori utha nhi sakta Mgr PHAAR to sakta hy na...
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 larka pathan se: Mai agar chahun to saray Pathano ko Jannat
se nikaal kar Jahanum main la sakta hun.
Pathan: Kis tarah yaara?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Biwi or Begum me kya farq he?
Kuch farq nhi mere dost.Ye Hindustan India or Bharat ki tarah 1 hi musibat k 3 alag alag naam hen.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,
Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?
Pathan: "SORAKH"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Swarag Mein Sharaab Pee Pee Kar Naarad Ji Bore Ho Gaye To Ek Din Dharti Par Bear Pine Ka Program Banaya Aur Ek Baar Mein Pahunch Gaye.
Baarah Botal Pine Ke Baad Waiter Ne Hairan Hote Hue Naarad Se Puchha,
Waiter: “Aapko Chadti Nahi kya?”
Narad Ji Muskurate Hue Bole: “Main Bhagwan Hoon Na Isliye”
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to Girl: Tum Ro Kyun Rahi Ho…?
Girl : Mery Marks Baht Kam Aye Hain
Boy : Kitne Aye Hain…?
Girl: Sirf 90%
Boy: O Khuda ka Khauf Karo Bibi
Ene Numbran Vich Tey 3 Munde
Pass ho Jande Ne……..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pathan bus me jarha tha,
saamney bethi aurat apny bachy ko bar bar bol rhi thi jaldi ye biscuit khalo warna me un uncle ko dydun ge.
pathan tang a kar bola"
.
O khala jaldi faisla kro hum 4 stop aagay aa gaya hay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jab KUTTE ki maut aati hai na..
tab kutta mar jata hai...
Aur Jap Sardar Ko biwi Ki yad ati hai ko..
Sardar airhostes se- aapki shakal mere biwi se milti julti hai..
Air hostes ne jordar tamacha mara..
Sardar- kya baat hai charactr b milta julta
by Pak101.com (few years ago!)
1 Dost K Teen Dost Thay.
Teeno Doctor Thay.
2 Pagal Thay.
1 Ko Smajh Nahi Thi,
Jis Ko Samjh Nahi Thi, Us K 3 Hosptals Thay.
2 Band Thay 1 Khulta Nahi Tha .
Jo Khulta Nahi Tha Us Main 3 Fans Thay.
2 Band Thy 1 Chalta Nahi Tha.
Jo Chalta Nahi Tha Us Ko 3 Machanics K Pass Lay Gaye .
2 Ko Kam Ata Nahi Tha, 1 Say Hota Nahi Tha.\
Jis Say Hota Nahi Tha, Us K 3 Shagird Thay.
2 Atay Nahi Thay, 1 Ghar Main Rehta Tha.
Jo Ghar Main Rehta Tha, Wo Wahi Shuru Wala Dost Tha,
Jis K 3 Dost Thay.
Mainay Bhi Ye Sms 3 Lougo Ko Send Kia,
2 Pagal Hogaye Our 1 Abhi Hojaye Ga… :P :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jab Ghee Seedhi ungli se na niklay to.
..
..
..
..
..
..
Chamcha Istemaal karo.
Har cheez main ungli karna achi baat nahi hai. ;-)
by Pak101.com (few years ago!)